% ITRANS SONG \startsong \stitle{ai shaam\-e\-Gam bataa ke sahar kitanii duur hai}% \film{Parai Aag (Pakistani-Film)}% \year{1971}% \starring{Shamim Ara, Nadeem, Zammurd}% \singer{Mehdi Hasan}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{Habib Jalib}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004 % Credits: Irfan % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ % Comments: A fine ghazal by Habib Jalib who was a great % revolutionary/ political Poet. He was jailed by all the % governments upto 1985. % Just listen how KA has composed the word - duur wherever it % comes and then paas in the last she'r \printtitle #indian ai shaam\-e\-Gam bataa \-2 ai shaam\-e\-Gam bataa ke sahar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa aa.Nsuu nahii.n jahaa.N wo nagar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa dam to.Datii nahii.n hai jahaa.N par kisii kii aas \-2 wo zi.ndagii kii raahaguzar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa ab ko_ii paasabaa.N na ko_ii apanaa hamasafar \-2 ma.nzil hamaarii kisako Kabar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa ko_ii pukaarataa hai tujhe kab se ai Kudaa \-2 kahate hai.n tuu hai paas magar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa ai shaam\-e\-Gam bataa ke sahar kitanii duur hai ai shaam\-e\-Gam bataa #endindian \endsong