% ITRANS SONG \startsong \stitle{terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai}% \film{Baarood}% \year{1960}% \starring{Sheikh Mukhtar, Kum Kum, Honey Irani}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Khayyam}% \lyrics{Hasrat}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ \printtitle #indian ra \: terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai \-2 la \: merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai \-2 ra \: terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2 la \: dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2 ra \: phuul saa cheharaa ho.NTh gulaabii hosh ga.Nvaa de.n nain sharaabii la \: tuu hai dil me.n aa.Nkh ke til me.n jaise raahii ho ma.nzil me.n tuu hai dil me.n aa.Nkh ke til me.n ho ho ho ra \: terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai la \: merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai ra \: terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2 la \: dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2 ra \: chaa.Nd gagan me.n phuul chaman me.n lekin tuu hai mere man me.n la \: pyaar ke badaraa aa.Nkho.n ke kajaraa Daal gale me.n baa.Nho.n ke gajaraa pyaar ke badaraa aa.Nkho.n ke kajaraa ho ho ho ra \: terii aa.Nkho.n kaa ra.ng niraalaa hai la \: merii aa.Nkho.n me.n tuu matawaalaa hai ra \: terii ulfat se dil me.n ujaalaa hai \-2 la \: dil kii na_iyaa kaa tuu rakhawaalaa hai \-2 #endindian \endsong