% ITRANS SONG \startsong \stitle{daataa torii dayaa se ab des hamaaraa ... jo des kal nahii.n thaa}% \film{Humayun}% \year{1945}% \starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}% \singer{}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{Shams Lakhnavi + Anjum Pilibhiti}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ \printtitle #indian daataa torii dayaa se ab des hamaaraa jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2 chamakaa hai baadalo.n se \-2 TuuTaa hu_aa sitaaraa jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa des hamaaraa \-2 apanii sharan me.n raakho prabhu \-2 hame.n raakho prabhu jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2 jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa bhagawan ye bhakt tere kyuu.N kar naa giit gaaye.n \-2 man kii banaa ke maalaa charano.n pe ham cha.Dhaaye.n man kii banaa ke maalaa charano.n pe ham cha.Dhaaye.n ye Dagamagaataa be.Daa tumane hii paar utaaraa ye des phir hamaaraa jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa jo des kal nahii.n thaa nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2 ho patalii kamariyaa morii ho baalamaa balamaa \-2 ho baalamaa nain milaa ke kiyaa kyaa ishaaraa \-2 ye pyaaraa pyaaraa jo des kal tak nahii.n thaa wo des phir hai hamaaraa \-2 ho ho mai.n to ai maiyaa marii ho baalamaa balamaa \-2 ho baalamaa dil luuT ke le gayaa hai aa.Nkho.n kaa terii kaajal o ho ho \-3 ho tuu nain hove nainaa \-2 chho.Do to moraa aa.Nchal \-2 o ho patalii kamariyaa morii ho baalamaa balamaa \-2 ho baalamaa ye dil kisii kaa dil hai to.Do na dil hamaaraa \-2 jo des kal nahii.n thaa wo des phir hai hamaaraa \-2 #endindian \endsong