% ITRANS SONG # 15073; Created on Aug 16, 2004 \startsong \stitle{ye duniyaa Gam kaa ... hame.n bhii de do sahaaraa}% \film{Seema}% \year{1955}% \starring{Nutan, Balraj Sahni, Shubha Khote, Sundar}% \singer{Rafi, Chorus}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian ra : ye duniyaa Gam kaa melaa hai \-2 musiibat kii kahaanii hai ko_ii roye ko_ii gaaye ajab ye zi.ndagaanii hai aa hame.n bhii de do hame.n bhii de do sahaaraa ke besahaare hai.n ko \: hame.n bhii de do sahaaraa ke besahaare hai.n \-2 falaq kii god se TuuTe huye sitaare hai.n \-2 hame.n bhii de do sahaaraa ra \: bharaa ho peT to aa bharaa ho peT to sansaar jagamagaataa hai ko \: bharaa ho peT to sansaar jagamagaataa hai ra \: sataaye bhuukh to iimaan Dagamagaataa hai ko \: sataaye bhuukh to iimaan Dagamagaataa hai ra \: sataaye bhuukh to iimaan Dagamagaataa hai bhalaa_ii kiijiiye ko \: aa bhalaa_ii kiijiiye do din ke ye nazaare hai.n hame.n bhii de do sahaaraa ke besahaare hai.n falaq kii god se TuuTe huye sitaare hai.n hame.n bhii de do sahaaraa ra \: tere jahaan se aa tere jahaan se maalik bataa kidhar jaaye ko \: tere jahaan se maalik bataa kidhar jaaye ra \: tere huzuur me.n rah kar bhii Thokare.n khaaye.n ko \: tere huzuur me.n rah kar bhii Thokare.n khaaye.n ra \: tere huzuur me.n rah kar bhii Thokare.n khaaye.n Gariib hii sahii ko \: aa Gariib hii sahii aaKir to ham tumhaare hai.n hame.n bhii de do sahaaraa ke besahaare hai.n falaq kii god se TuuTe huye sitaare hai.n hame.n bhii de do sahaaraa #endindian \endsong