% ITRANS SONG \startsong \stitle{bhuulii bisarii chand ummide.n chand fasaane yaad aa_e}% \film{Mehfil-E-Ghazal (Non-Film)}% \year{1982}% \starring{}% \singer{Mehdi Hasan}% \music{Mehdi Hasan}% \lyrics{Razi Tirmizi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian bhuulii bisarii chand ummide.n chand fasaane yaad aa_e tum yaad aaye aur tumhaare saath zamaane yaad aaye dil kaa nagar aabaad thaa phir bhii jaise Kaak sii u.Datii rahatii thii kaise zamaane ai Gam\-e\-dauraa.N tere bahaane yaad aaye ha.Nsane waalo.n se Darate the chhup chhup kar ro lete the gaharii gaharii soch me.n Duube to diivaane yaad aaye % the following was not in the version I heard ThaNDii sard havaa ke jho.nke aag lagaakar chho.D gaye phuul khile shaaKo.n pe naye aur dard puraane yaad aaye #endindian \endsong