% ITRANS SONG \startsong \stitle{chaman me.n ra.ng\-e\-bahaar utaraa to mai.nne dekhaa}% \film{? (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Munir Niyazi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian chaman me.n ra.ng\-e\-bahaar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa nazar se dil kaa Gubaar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa mai.n niim\-shab aasamaa.N kii wus_at ko dekhataa thaa zamii.n pe wo husn\-e\-zaar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa %shers not part of this gazal ba.De wusuuK se duniyaa fareb detii hai ba.De Kuluus se ham etabaar karate hai.n galii ke baahar tamaam ma.nzar badal gaye the jo saayaa\-e\-kuu\-e\-yaar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa khumaar\-e\-may me.n wo cheharaa kuchh aur lag rahaa thaa dam\-e\-sahar jab khumaar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa ik aur dariyaa kaa saamanaa thaa 'muniir' mujhako mai.n ek dariyaa ke paar utaraa to mai.nne dekhaa, to mai.nne dekhaa #endindian \endsong