% ITRANS SONG \startsong \stitle{lab pe shiqave to kyaa fuGaa.N bhii nahii.n}% \film{? (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Runa Laila}% \music{}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian lab pe shiqave to kyaa fuGaa.N bhii nahii.n aag bhii jal bujhii aur dhuwaa.N bhii nahii.n go bazaahir wo meharabaa.N bhii nahii.n minnate.n apanii raayagaa.N bhii nahii.n jaane kyuu.N tumase kuchh nahii.n kahate waranaa ham itane bezubaa.N bhii nahii.n wo nigaahe.n ke beniyaaz bhii hai.n aur unase kahii.n hamaa.N bhii nahii.n #endindian \endsong