% \startsong \stitle{ai ishq ye sab duniyaa vaale}% \film{Mughal-e-Azam}% \year{1960}% \starring{Dilip Kumar, Madhubala, Pritvhiraj Kapoor, Ajit, Sheila Dalaya}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Hrishi Dixit % Transliterator: K Vijay Kumar % \printtitle #indian % ai ishq ye sab duniyaa vaale bekaar kii baate.n karate hai.n paayal ke Gamo.n kaa ilm nahii.n jha.nkaar kii baate.n karate hai.n har dil me.n chhupaa hai piir koii har paa.Nv me.n hai za.njiir koii puuchhe koii un se Gam ke maze jo pyaar kii baate.n karate hai.n ulfat ke naye diivaano.n ko kis tarah se koii samajhaaye nazaro.n pe lagii hai paabandii diidaar kii baate.n karate hai.n bha.Nvare hai.n agar madahosh to kyaa paravaane bhii hai.n khaamosh to kyaa sab pyaar ke naGame.n gaate hai.n sab yaar kii baate.n karate hai.n % #endindian \endsong %