% ITRANS Song # % \startsong \stitle{pattaa-pattaa buuTaa-buuTaa}% \film{Chiragh Jalta Raha (Pakistan)}% \year{1962}% \starring{Zeba, Mohammad Ali}% \singer{Noorjehan}% \music{Nahal Abdullah}% \lyrics{Meer / Fazal Karim Fazli}% % % Audio on: % Contributor: Pulkit Sharma % Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 11 Mar 2005 % Series: Noor-E-Tarannum % Comments: an exquisite song % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % pattaa\-pattaa buuTaa\-buuTaa haal hamaaraa jaane hai\-2 jaane naa jaane gul hii naa jaane\-2 baaG to saaraa jaane hai pattaa\-pattaa buuTaa\-buuTaa phool kii aa.Nkho.n me.n hai aa.Nsuu koyal kuuke kuuhuu kuu hamako har ek dilawaalaa dukh dard kaa maaraa jaane hai pattaa\-pattaa buuTaa\-buuTaa haal hamaaraa jaane hai biit rahii hai dil pe jo mere usako bhalaa kyaa jaane tuu raat kaTe hai merii kaise ek\-ek taaraa jaane hai jaane naa jaane gul hii naa jaane baaG to saaraa jaane hai pattaa\-pattaa buuTaa\-buuTaa haal hamaaraa jaane hai % #endindian \endsong