% ITRANS Song # % \startsong \stitle{piine ke baad aatii hai.n yaad}% \film{Bullet}% \year{1976}% \starring{Jyoti Bakshi}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV % Tags: Sad % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 26 Jun 2005 % Series: THGHT % Comments: Brilliant in its own right, this song was nevertheless inspired (situation-wise) by 'dam maaro dam' (Hare Rama Hare Krishna, 1971) % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % mat chhe.D yaar Gam kii baate.n in baato.n me.n dam nahii.n (2) kaise ham jii rahe hai.n, aise ham jii rahe hai.n (2) jaise ko_ii zahar hai ha.nsake ham pii rahe hai.n sote hue ye din guzare, jaagate piite raate.n ka_ii piine ke baad aatii hai.n yaad, bhuulii hu_ii baate.n ka_ii ho piine ke baad aatii hai.n yaad, bhuulii hu_ii baate.n ka_ii jaaduu se chal rahe hai.n, aramaa.N nikal rahe hai.n (2) shole lapak rahe hai.n, jiname.n jii jal rahe hai.n palako.n ke niiche in aa.Nkho.n ke piichhe chhupii hai.n barasaate.n ka_ii piine ke baad aatii hai.n yaad, bhuulii hu_ii baate.n ka_ii ho piine ke baad aatii hai.n yaad, bhuulii hu_ii baate.n ka_ii bhuulii hu_ii baate.n ka_ii % #endindian \endsong