% ITRANS Song # % \startsong \stitle{ai jaan-e-chaman teraa goraa badan}% \film{Anmol Moti}% \year{1969}% \starring{Jeetendra, Babita}% \singer{Mahendra Kapoor}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajendra Krishan}% % % Audio on: % Tags: Romantic % Contributor: guptaaj@bharatpetroleum.in % Transliterator: UVR % Date: 8 Apr 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % ai husn\-e\-beKabar, tujhe takane ko ek nazar jhukataa to hogaa roz tere ghar pe maahataab (ai jaan\-e\-chaman teraa goraa badan jaise khilataa huaa gulaab zaalim terii jawaanii, qayaamat teraa shabaab ai jaan\-e\-chaman) (2) ai jaan\-e\-chaman \threedots mal\-mal ke jism itanaa bhii, paanii me.n mat nahaa (2) Dar hai kahii.n ye paanii bhii ban jaae naa sharaab ai jaan\-e\-chaman teraa goraa badan \threedots ai jaan\-e\-chaman \threedots baaGo.n ke aas paas bhii jaanaa na bhuul ke (2) hogaa bharii bahaar me.n, phuulo.n kaa jii Karaab ai jaan\-e\-chaman teraa goraa badan \threedots ai jaan\-e\-chaman \threedots tujhako banaanewaalaa bhii sau koshishe.n kare (2) laa na sakegaa, Dhuu.N.Dh ke teraa koii jawaab ai jaan\-e\-chaman teraa goraa badan \threedots (2) ai jaan\-e\-chaman \threedots % #endindian \endsong