% ITRANS Song # % \startsong \stitle{kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai}% \film{Pardesi Babu}% \year{1998}% \starring{Govinda, Raveena Tandon, Shilpa Shetty}% \singer{Udit Narayan, Chorus}% \music{Anand Raaj Anand}% \lyrics{Anand Raaj Anand}% % % Audio on: Tips % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 8 Jul 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % udit : kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai kuchh khonaa, kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai ho o~ o~ o~ o (2) koras : o~ o~ ho~ o~ o~ o o~ o o~ o o aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ aa aa~ aa aa~ aa aa udit : kabhii sukho.n kaa melaa, kabhii hai akelaa, ye jiivan, o o o (2) kaun apanaa\-begaanaa, ye naa pahachaanaa, meraa man, o o o prem kii saragam gaa_uu.N harapal, mai.n huu.N prem\-pujaarii dil lenaa dil denaa jaanuu.N, jaanuu.N na duniyaadaarii dha.Dakan kii lay pe jiivan ko, ek miiThaa giit banaanaa hai jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai kuchh khonaa, kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai koras : aa~ aa~ aa, aa aa aa, aa~ aa~ (2) udit : honaa hai jo ho jaae, kaahe ghabaraae, tuu pagale, o o o are honaa hai jo ho jaae, kaahe ghabaraae, tuu pagale, o o o insaa.N agar tuu sachchaa, to hogaa achchhaa, ye sun le, o o o dekh na_ii duniyaa kii raahe.n, baa.Nhe.n khol pukaare.n na_ii subah kaa suuraj hogaa, ho.nge nae sitaare sapano.n ke shahar me.n jaanaa hai, jaakar ma.nzil ko paanaa hai jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai koras : aa~ aa~ aa~ aa, aa aa aa aa~ aa~ aa aa o~ o~ ho~ o~ o~ o o~ o o~ o o aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ aa aa~ aa aa~ aa aa (3) % #endindian \endsong