% ITRANS Song #21215 % \startsong \stitle{tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N}% \film{Milan}% \year{1958}% \starring{Ajit, Nalini Jaywant}% \singer{Lata}% \music{Hansraj Behl}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Deepak Sabnis % Transliterator: Deepak Sabnis % Date: 7 Mar 2007 % Series: LATAnjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N, haay tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Duu.N kahaa.N jabase tum duur ho, duur hai zindagii (2) phir bhii jiine pe majabuur hai zindagii rah ga_ii ban ke mai.n \threedots rah ga_ii ban ke mai.n, Gam bharii daastaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (2) kisake dar pe na ham Gam ke maare gaye (2) saare aalam me.n tujhako pukaare gaye naa to ma.nzil milii \threedots naa to ma.nzil milii, naa milaa kaaravaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (haay) (2) tinake chun chun ke hamane basaayaa thaa ghar (2) kitane sapano.N se hamane sajaayaa thaa ghar naa wo tinake rahe \threedots naa wo tinake rahe, naa rahaa aashiyaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (2) saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N tujhako Dhuu.N.Dhuu.N o sajanaa kahaa.N % #endindian \endsong