% \startsong \stitle{cha.ndaa re cha.ndaa re, kabhii to zamii.n par aa}% \film{Sapnay}% \year{}% \starring{Kajol, Arvind Swamy, Prabhu Deva}% \singer{Hariharan, Sadhna Sargam}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: Ikram Ahmed Khan % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ha : cha.ndaa re cha.ndaa re kabhii to zamii.n par aa baiThe.nge, baate.n kare.nge tujhako aate idhar laaj aaye agar o.Dh ke aajaa, tuu baadal ghane gulashan, gulashan, vaadii vaadii, bahatii hai resham jaisii havaa ja.ngal ja.ngal, parvat, parvat, hai.n nii.nd me.n sab ik mere sivaa cah.ndaa, cha.ndaa aajaa sapano.n kii niilii nadiyaa me.n nahaaye.n aajaa ye taare chunake ham, ghaar banaa_e.n in dhu.Ndhalii dhu.Ndhalii raaho.n me.n, aa dono.n hii kho jaa_e.n saa : cha.ndaa re, cha.ndaa re kabhii to zamii.n par aa baiThe.nge baate.n kare.nge tujhako aate idhar laaj aaye agar o.Dh ke aajaa tuu baadal ghane cha.ndaa se puuchhe.nge ham, saare savaal niraale jharane kyo.n gaate hai.n, pa.nchhii kyo.n matavaale ha : ho, kyo.n hai saavan mahiinaa ghaTaa_o.n kaa cha.ndaa se puuchhe.nge ham saare savaal niraale saa : cha.ndaa, cha.ndaa titalii ke par kyo.n itane ra.ngiin hote hai.n juganuu raato.n me.n jaage, to kab sote hai.n ha : in dhu.Ndhalii\-dhu.Ndhalii raaho.n me.n, aa dono.n hii kho jaae_.n % #endindian \endsong %