% \startsong \stitle{muhabbat me.n aise qadam Dagamagaa_e}% \film{Anaarkali}% \year{1953}% \starring{Bina Rai, Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com) % Transliterator: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com) % Date: Mar 14, 2000 % Credits: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % meri taqadiir mujhe aaj kahaa.N laayii hai shiishaa shiishaa jahaa.N meraa hii tamaashaa_ii hai mujhe ilzaam na denaa merii behoshii kaa~~aa mujhe ilzaam na denaa merii behoshii kaa merii majabuur muhabbat kii ye rusavaa_ii hai muhabbat me.n aise qadam Dagamagaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye muhabbat me.n aise qadam Dagamagaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye jise kaam ho raat din aa.Nsuu_o.n se jise kaam ho raat din aa.Nsuu_o.n se use huqm ye hai ha.nse aur ha.nsaaye use huqm ye hai ha.nse aur ha.nsaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye chhupoge kahaa.N tak nazar to milaa_o nazar to milaa_o, nazar to milaa_o chhupoge kahaa.N tak nazar to milaa_o tumhaarii balaa se merii jaan jaaye tumhaarii balaa se merii jaan jaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye kisii kii muhabbat me.n majabuur hokar kisii kii muhabbat me.n majabuur hokar ham un tak to pahu.Nche, vo ham tak na aaye ham un tak to pahu.Nche, vo ham tak na aaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye vo jinake liye zi.ndagaanii luTaa dii~~ii~~ii vo jinake liye zi.ndagaanii luTaa dii ye baiThe hue hai.n meraa dil churaaye ye baiThe hue hai.n meraa dil churaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye muhabbat me.n aise qadam Dagamagaaye zamaanaa ye samajhaa ke ham piike aaye piike aaye % #endindian \endsong %