% \startsong \stitle{taaro.n kii zubaa.N par hai muhabbat kii kahaanii}% \film{Nausherwan-e-Adil}% \year{1957}% \starring{Raj Kumar, Mala Sinha, Sohrab Modi}% \singer{Lata, Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Parvez Shamsi}% % % Contributor: Ramesh Hariharan % Transliterator: Nita % Date: 20 Aug 1996 % Credits: % \printtitle #indian % #Lata:# taaro.n kii zubaa.N par hai muhabbat kii kahaanii ai chaa.Nd mubaarak ho tujhe raat suhaanii #Both:# taaro.n kii zubaa.N par hai muhabbat kii kahaanii ai chaa.Nd mubaarak ho tujhe raat suhaanii #Rafi:# kahate hai.n jise chaa.Ndanii hai nuur\-e\-muhabbat \-2 #Lata:# taaro.n se suneharii hai hameshaa terii qismat \-2 #Rafi:# jaa jaa ke palaT aatii hai phir terii javaanii #Both:# ai chaa.Nd mubaarak ho tujhe raat suhaanii #Rafi:# chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai \-2 #Lata:# kahate hai.n jise chaa.Nd meraa daaG\-e\-jigar hai \-2 #Rafi:# taaro.n se kahaa karataa hai ye dil kii kahaanii #Both:# ai chaa.Nd mubaarak ho tujhe raat suhaanii #Rafi:# ham ho na ho duniyaa yuu.N hii aabaad rahegii \-2 #Lata:# ye ThaNDii havaa aur ye fizaa yaad rahegii \-2 #Both:# rah jaa_egii duniyaa me.n muhabbat kii nishaanii #Both:# ai chaa.Nd mubaarak ho tujhe raat suhaanii % #endindian \endsong %