% \startsong \stitle{badalii me.n chhipe chaa.Nd ne}% \film{Shatranj}% \year{1956}% \starring{Ashok Kumar, Meena Kumari}% \singer{Hemant, Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Hemantada, a genius in his niche #2 % Editor: % \printtitle #indian % l: badalii me.n chhipe chaa.Nd ne kuchh mujhase kahaa hai badalii me.n chhipe chaa.Nd ne kuchh mujhase kahaa hai he: hamane bhii sunaa hai l: gaatii hu_ii ek giit nayaa aayii havaa hai he: hamane bhii sunaa hai \threedots l: ye ra.ng bharii raat ye chandaa ye sitaare ye ra.ng bharii raat ye chandaa ye sitaare he: ek saath hame.n dekh ke karate hai.n ishaare l: kahate hai.n zamii.n par ko_ii dil dilase milaa hai he: hamane bhii sunaa hai do: badalii me.n chhipe chaa.Nd ne kuchh mujhase kahaa hai hamane bhii sunaa hai H: do chaa.Nd chamakate hai.n mai.n kis chaa.Nd ko dekhuu.N do chaa.Nd chamakate hai.n mai.n kis chaa.Nd ko dekhuu.N L: us chaa.Nd ko mai.n chho.D ke is chaa.Nd ko dekhuu.N L: vo chaa.Nd to duniyaa.N kaa hai ye chaa.Nd meraa hai H: hamane bhii sunaa hai do: badalii me.n chhipe chaa.Nd ne kuchh mujhase kahaa hai hamane bhii sunaa hai L: mat dekh mere chaa.Nd ko O chaa.Nd jalan se mat dekh mere chaa.Nd ko O chaa.Nd jalan se L: mai.n to.D ke rakh duu.Ngii tujhe niil gagan se H: milate hu_e dil dekh ke ye chaa.Nd jalaa hai L: hamane bhi sunaa hai... do: badalii me.n chhipe chaa.Nd ne kuchh mujhase kahaa hai hamane bhii sunaa hai % #endindian \endsong %