% \startsong \stitle{hame.n un raaho.n pe chalanaa hai}% \film{Masoom}% \year{1960}% \starring{Honey Irani, Sarosh Irani, Manmohan Krishn}% \singer{Subir Sen, Arti Mukherji}% \music{Robin Banerjee}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar % Transliterator: Ashok Dhareshwar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % hame.n un raaho.n par chalanaa hai hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai ham hai vo diye auro.n ke liye jinhe.n tuufaano.n me.n jalanaa hai ko: hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai jab tak na lagan ho siine me.n bekaar hai aise jiine me.n jab tak na lagan ho siine me.n bekaar hai aise jiine me.n cha.Dhanaa hai hame.n cha.ndaa kii tarah suuraj kii tarah nahii.n .Dhalanaa hai ko: hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai ham hai.n vo diye auro.n ke liye jinhe.n tuufaano.n me.n jalanaa hai hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai mai.n paas rahuu.N yaa duur rahuu.N ye baat abhii tum se kah duu.N mai.n paas rahuu.N yaa duur rahuu.N ye baat abhii tum se kah duu.N ha.Nsanaa hii nahii.n phuulo.n ki tarah diipak kii tarah hame.n jalanaa hai ko : hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai ham hai vo diye auro.n ke liye jinhe.n tuufaano.n me.n jalanaa hai hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai aakaash se aatii hai ye sadaa Gam aae agar to jii na Dhalaa aakaash se aatii hai ye sadaa Gam aae agar to jii na Dhalaa kabhii Gam hai.n yahaa.N, kabhii hai.n Kushiyaa.N har haal me.n ham ko palanaa hai ko : hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai ham hai vo diye auro.n ke liye jinhe.n tuufaano.n me.n jalanaa hai hame.n un raaho.n par chalanaa hai jahaa.N giranaa aur sa.nbhalanaa hai % #endindian \endsong %