% \startsong \stitle{bhar bhar ke jaam pilaa de}% \film{Yasmin}% \year{1955}% \starring{Vyjayanthimala, Suresh, Jayant}% \singer{Lata, chorus}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: Anil Hingorani % Transliterator: % Date: December 7, 2000 % Credits: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % ko: aa jaa ~ aa jaa aa jaa mere saaqii hasarat hai dil me.n baaqii ulfat kaa jaam pilaa jaa jiine kaa Dha.ng bataa jaa aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa~~~ lataa: ye kis ne pukaaraa hai mujhe kis ne pukaaraa~ hai kaun talab_gaar meraa kaun hai pyaaraa~ samuuh svar: saaqii mai.n idhar huu.N mai.n idhar huu.N mai.n idhar huu.N mai.n paas me.n baiThaa huu.N aur mai.n kadamo.n me.n pa.Daa huu.N ko: bhar bhar ke jaam pilaa de \-2 saaqii banaa de matavaalaa tuu laa laa laa bas banaa de matavaalaa \-2 lataa: sharaab/-e/-husn nazar se pilaane aayii huu.N mai.n ek\-ek ko bekhud banaane aayii huu.N \-2 adaa se naaz se abaro ke ik ishaare se \-2 dilo.n me.n ishq kaa jaaduu jagaane aayii huu.N ko: bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots lataa: nazar milaao to dil ko qaraar aa jaaye har ek adaa pe tum ko pyaar aa jaaye uThaao jaam ke janataa se kam nahii.n duniyaa \-2 piyo piyo ke tumhe.n aitabaar aa jaaye \-2 ko: bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots lataa: vo muskuraa ke nigaahe.n milaaye jaate hai.n~ suruur ban ke mere dil pe chhaaye jaate hai.n -/2 milii hai aaj jo un kii nazar se merii nazar -/2 to haay mere kadam Dagamagaaye jaate hai.n ko: bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots % #endindian \endsong %