% \startsong \stitle{laharo.n se puuchh lo}% \film{Kaafila}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jayawant, Motilal}% \singer{Lata, Kishore}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Brajendra Gaud}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:1 June,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % lataa: (laharo.n se puuchh lo)\-2 (yaa kinaaro.n se puuchh lo)\-2 (phir bhii yakii.n na ho to)\-2 sitaaro.n se puuchh lo (laharo.n se puuchh lo)\-2 kishor: ulfat kii umango.n kaa chhoTaa saa qaafilaa chhoTaa saa qaafilaa dha.Dakan kii raah chalake, is dil se jaa milaa is dil se jaa milaa lataa: (phuulo.n kii javaanii ke ubhaaro.n se puuchh lo)\-2 (sharamaaye agar phuul to)\-2 haaro.n se puuchh lo laharo.n se puuchh lo \threedots kishor: hasarat hamaarii ek hai, armaaa.N ek hai.n ajii aramaa.N ek hai.n yuu.N ham judaa judaa hai.n magar jaan ek hai magar jaan ek hai lataa: (gulshan kii bahaaro.n se, nazaaro.n se puuchh lo)\-2 (jhukatii huii nazar ke)\-2 ishaaro.n se puuchh lo laharo.n se puuchh lo \threedots % #endindian \endsong %