% \startsong \stitle{in bahaaro.n me.n akele na phiro}% \film{Mamta}% \year{1966}% \starring{Dharmendra}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % in bahaaro.n me.n akele na phiro raah me.n kaalii ghaTaa rok na le mujh ko ye kaalii ghaTaa rokegii kyaa ye to Kud hai merii zulfo.n ke tale ye fizaaye.n ye nazaare shaam ke saare aashiq hai.n tumhaare naam ke phuul kahatii hai o ho ho ho phuul kahatii hai tumhe.n baad\-e\-sabaa, tumhe.n baad\-e\-sabaa dekhanaa baad\-e\-sabaa rok na le in bahaaro.n me.n akele \threedots merii kadamo.n se bahaaro.n kii galii meraa cheharaa dekhatii hai har kalii jaanate hai.n sab o ho ho ho jaanate hai.n sab mujhe gul_zaar me.n, mujhe gul_zaar me.n ra.ng sab ko mere ho.nTho.n se mile in bahaaro.n me.n akele \threedots % #endindian \endsong %