% \startsong \stitle{tarase jiyaa barase piyaa}% \film{Veer Rajputani}% \year{1955}% \starring{Shakila, Manhar Desai}% \singer{Lata}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{G S Nepali}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: % Date: April 4, 2002 % \printtitle #indian % kaliyo.n kaa ruup milaa miTTii sii taqadiir mere pyaar ke saavan me.n baadaravaa bilanii baadaravaa bilanii tarase jiyaa barase piyaa nain dwaar (baar baar ?) re rut basant aaii nahii.n jaaye ? maas(baat ?) re tarase jiyaa barase piyaa nain dvaar re (jo hai mere dil me.n basaa, chaahataa vo hii na mujhe)\-2 aasaraa koi na meraa, chain hai kahii.n na mujhe shaam Dhale, diyaa bujhe, bujh na sakii pyaas re rut basant aaii nahii.n jaaye maas re tarase jiyaa barase piyaa, nain dvaar re (pyaar karuu.N jiyuu.N\-maruu.N, mai.n kisii ke vaaste)\-2 zi.ndagii me.n mil na sake husn mere raat se aaj chale baalii umar aa.Nsuo.n ke aas re tarase jiyaa barase piyaa nain dwaar re rut basant aaii nahii.n jaaye maas re tarase jiyaa barase piyaa nain dvaar re % #endindian \endsong %