% ITRANS SONG # 3256; Created on Jan 26, 2004 % % From: UVR (uvr@usa.net) % Date: 2001-03-02 13:36:25 PST % \startsong \stitle{aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam}% \film{Raam Aur Shyam}% \year{1968}% \starring{Dilip Kumar, Waheeda Rahman, Mumtaaz}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: U.V. Ravindra % Transliterator: U.V. Ravindra % Series credits: GEETanjali series; % Date: Mar 2, 2001 % % Coordinator's note: % Unless otherwise stated, 'koras' (chorus) below % refers to a female-voice chorus. % \printtitle #indian % (rafii: aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam pyaar kaa zamaanaa aayaa duur hue Gam raam kii lilaa ra.ng laa_ii koras: a\-haa haa rafii: shaam ne ba.nsii bajaa_ii koras: a\-haa haa\-haa ) \-2 rafii: chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa koras: ujaalaa, chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa rafii: na_ii uma.nge.n sa.ng laayegaa har din aanevaalaa koras: aanevaalaa, na_ii uma.nge.n sa.ng laayegaa har din aanevaalaa rafii: ho ho munnaa giit sunaayegaa Tunnaa Dhol bajaayegaa koras: munnaa giit sunaayegaa, Tunna Dhol bajaayegaa rafii: sa.ng\-sa.ng merii chhoTii munnii naachegii chham\-chham rafii + koras: aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue Gam raam kii liilaa ra.ng laa_ii koras: a\-haa haa rafii: shaam ne ba.nsii bajaa_ii koras: a\-haa haa\-haa rafii: ab na ho.nge majabuurii ke is ghar me.n afasaane koras: ab naa ho.nge majabuurii ke is ghar me.n afasaane rafii: pyaar ke ra.ng me.n ra.ng jaaye.nge sab apane begaane koras: pyaar ke ra.ng me.n ra.ng jaaye.nge sab apane begaane rafii: ho ho ho sab ke din phir jaaye.nge ma.nzil apanii paaye.nge jiivan ke taraane milake gaaye.nge haradam rafii + koras + #male# koras: ho aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue Gam rafii + #male# koras: raam kii liilaa ra.ng laa_ii koras: a\-haa haa rafii + #male# koras: shaam ne ba.nsii bajaa_ii koras: a\-haa haa\-haa % % rafii + koras + #m# koras: aa\-aa aa\-aa % #endindian \endsong %