% \startsong \stitle{cha.ndaa re mere bhaiyyaa se kahanaa, bahanaa yaad kare}% \film{Chambal Ki Kasam}% \year{}% \starring{Raj Kumar, Maushumi, Farida Jalal, Shatrughan Sinha}% \singer{Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Himanshu Gupta % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/17/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: Released in 1979 % \printtitle #indian % (cha.ndaa re, mere bhaiyaa se kahanaa, o mere bhaiyyaa se kahanaa, bahanaa yaad kare) \-2 o cha.Ndaa re\threedots kyaa batalaauu.N kaisaa hai vo bilakul tere jaisaa hai vo tuu usako pahachaan hii legaa dekhegaa to jaan hii legaa tuu saare sa.Nsaar me.n chamake har bastii har gaa.Nv me.n damake kahanaa ab ghar vaapas aa jaa \-2 tuu hai ghar kaa gahanaa bahanaa yaad kare o cha.ndaa re\threedots raakhii ke dhaage sab laae.n kahanaa ab na raah dikhaae maa.N ke naam kii kasame.n denaa bhe.nT merii ke rasame.n denaa (??) puuchhanaa us ruuThe bhaaii se bhuul hu_ii kyaa maa.N\-jaaii se bahan paraayaa dhan hai kahanaa usane sadaa nahii.n rahanaa bahanaa yaad kare o cha.ndaa re\threedots % #endindian \endsong %