% \startsong \stitle{cha.ndaamaamaa duur ke pue pakaae.n buur ke}% \film{Vachan}% \year{}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Ravi}% % % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % cha.ndaamaamaa duur ke, pue pakaae.n buur ke aap khaae.n thaalii me.n, mun_ne ko de.n pyaalI me.n 1) pyaalI gaI TuuT munnaa gayaa ruuTh laae.nge naI pyaaliyaa.N bajaa bajaa ke taaliyaa.N munne ko manaae.nge ham duudh malaaI khaae.nge, cha.ndaamaamaa \threedots 2) u.DanakhaTole baiTh ke munnaa cha.ndaa ke ghar jaaegaa taaro.n ke sa.ng aa.Nkh michaulI khel ke dil bahalaaegaa khel kuud se jab mere munne kaa dil bhar jaaegaa Thumak Thumak meraa munnaa vaapas ghar ko aaegaa, cha.ndaamaamaa \threedots % #endindian \endsong %