% ITRANS SONG # 3345; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (nani345@hotmail.com) % Date: 2002-08-23 11:27:34 PST % \startsong \stitle{ho rasiyaa ho, kabhii le chal tuu}% \film{Daasi}% \year{1944}% \starring{Ragini, Najmul Hussain, Gyani, Om Prakash}% \singer{Zeenat Begum, Second Singer (ss), Third Singer, Chorus}% \music{Pt Amarnath}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: Dhananjay Naniwadekar % Date: 23 august 2002 % Credits: Satish Kalra and a few more friends % Comments: The individual singer credits are offered % tentatively. For a detailed explanation, see the % GEETanjali post for this song in the rmim archives. % \printtitle #indian % zb, ts, chorus: ho rasiyaa ho, kabhii le chal tuu jamunaa ke paar re zb: ho duniyaa ke Dar se dilo.n kii rahii.n dil me.n ts: ho dilo.n kii rahii.n dil me.n zb: tuu bhii mushqil me.n hai mai.n bhii mushqil me.n ko: ho rasiyaa ho, rasiyaa ho biitii jaa_e umariyaa hamaar re ho rasiyaa ho \threedots ss: aao mere sai.nyaa mai.n jaa_uu.N marii zb??: o mai.n jaa_uu.N marii ss??: jamunaa paar chalo baje baa.Nsurii zb??: baje baa.Nsurii bo: mohe maaro naa birahaa kii maar re ho rasiyaa ho \threedots zb: ho khet rahe.nge jawaanii rahe naa ss: ho jawaanii rahe naa zb: ho khet rahe.nge jawaanii rahe naa ss: jawaanii rahe naa zb: aao bhii sai.nyaa.N ko_ii ye kahe naa ko: ho rasiyaa ho, rasiyaa ho tuune jaanii naa laagii sitaar re ho rasiyaa ho \threedots % #endindian \endsong %