% ITRANS SONG # 3422; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2001-12-26 21:10:47 PST % \startsong \stitle{merii duniyaa hai maa.N tere aa.nchal me.n}% \film{Talaash}% \year{1969}% \starring{Rajendra Kumar, Sharmila Tagore, Balraj Sahni}% \singer{S D Burman}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % %Contributor:Srinivas Ganti %Transliterator:Srinivas Ganti % Date:20 December, 2001 % \printtitle #indian % o maa maa maa.N merii duniya hai maa tere aa.nchal me.n \-2 shiital chaaya jo dukh ke ja.ngal me.n merii duniyaa hai maa.N tere aa.nchal me.n o merii raaho.n ke diip terii do a.Nkhiyaa.n \-2 o mujhe giita se kahii.n ? terii jo batiyaa.N \-2 yug me.n milataa yug me.n milataa hai, so milaa pal me.n merii duniyaa hai maa.N tere aa.nchal me.n o maine aa.Nsuu bhii diye par tuu roii naa \-2 o merii ni.ndiyaa ke liye barasuu.n soyii naa \-2 mamataa gaatii o mamataa gaatii rahii, Gam kii hulchul me.n merii duniyaa hai maa.N tere aa.nchal me.n maa maa o kaahe naa dhoke terii ye chara.n tere maa \-2 o devataa pyaalaa liye dar pe kha.De maa \-2 amR^it sabakaa amR^it sabakaa hai is ga.ngaa jal me.n merii duniyaa hai maa.N tere aa.nchal me.n % #endindian \endsong %