% ITRANS SONG # 3436; Created on Jan 26, 2004 % % nani 9/7/3 % \startsong \stitle{naach re dharatii ke pyaare}% \film{Heeraa Moti}% \year{1959}% \starring{Nirupa Roy, Balraj Sahni}% \singer{Lata, Hemant, Chorus}% \music{Salil Chowdhury}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Dhananjay Naniwadekar (nani345@hotmail.com) % Transliterator: Dhananjay Naniwadekar % Date: 03 August, 2002, plus FITB: 07 Sept 2003 % Credits: Satish Kalra, Gautam Choudhury % Comments: Salil composed only one song in this film. % The other songs are Roshan's. film - hiiraa motii. % fem ko: haa .a.a.a male ko: ho .a.a.a haa .a.a.a lataa: he .a.a.a naach re dharatii ke pyaare tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere hema.nt: he .a.a.a aaj tere ghar hone ko hai.n phir khushiyo.n ke phere ko: dhaan kii baalii ye hariyaalii kahatii hai tujhase re lataa: he .a.a.a % comment - lata does 'alapi', followed by mixed chorus. lataa: jaise taise kaT gayii Gam kii raat kaalii fem ko: jaise taise kaT gayii Gam kii raat kaalii lataa: galii galii shor hai aayegii diwaalii fem ko: galii galii shor hai aayegii diwaalii male ko: hehe.a.a.a ka.Dii mehanat kii fasal apane dhiiraj kaa ye phal hema.nt: miiThaa laage re lataa: he.a.a naach re dharatii ke \threedots lataa: hawaa gaae leharaa, jiyaa leharaae re fem ko: hawaa gaae leharaa, jiyaa leharaae re lataa: gagarii uma.ng kii chhalak\-chhalak jaae re fem ko: gagarii uma.ng kii chhalak\-chhalak jaae re male ko: hehe.a.a.a gupachup dekhe Dagar bhaa_ii(??) duniyaa hai magar hema.nt: sab dukh bhaage re lataa: he.a.a naach re dharatii ke \threedots % comment - lata does 'alapi', followed by mixed chorus. hema.nt: hame.n to ye dhuup bhii aaj lage chaa.Ndanii male ko: hame.n to ye dhuup bhii aaj lage chaa.Ndanii lataa: aane lagii yaad phir bhuulii hu_ii raaginii fem ko: aane lagii yaad phir bhuulii hu_ii raaginii male ko: hehe.a.a.a niile ambar ke tale chhe.D kii baat chale hema.nt: priit bhii jaage re lataa: he .a.a.a naach re dharatii ke pyaare tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere hema.nt: aaj tere ghar hone ko hai.n phir khushiyo.n ke phere ko: dhaan kii baalii ye hariyaalii kahatii hai tujhase re fem ko: naach re dharatii ke pyaare tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere male ko: aaj tere ghar hone ko hai.n phir khushiyo.n ke phere %comment - Lata starts alapi in the background and keeps % singing till the very end with the chorus. ko: dhaan ki baalii ye hariyaalii kahatii hai tujhase re % #endindian \endsong %