% ITRANS SONG # 3447; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (nani345@hotmail.com) % Date: 2002-08-08 00:56:16 PST % \startsong \stitle{pa.nchhii merii Kushii kaa zamaanaa}% \film{Chand}% \year{1944}% \starring{Begum Para, Prem Adeeb, Balakram, Sitara}% \singer{Zeenat Begum}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Dhananjay Naniwadekar % Comments: Prabhat Film Co. % Husnlal-Bhagatram's First Hindi Film % \printtitle #indian % (pa.nchhii merii khushii kaa (zamaanaa kahaa.N gayaa) \-2 ) \- 2 aa.Nkho.n ne jo likhaa wo (fasaanaa kahaa.N gayaa) \- 2 (ab unako roKane kii zaruurat bhii paD gayii) \- 2 wo mere ruuThane kaa (bahaanaa kahaa.N gayaa) \- 2 (mai.n dil se puuchhatii huu.N (kahaa.N hai meraa suhaag) \- 2) \- 2 (dil mujh se puuchhataa hai (diwaanaa kahaa.N gayaa) \- 2) \- 2 (tuu merii qaid me.n hai to (mai.n Gam kii qaid me.n) \- 2) \- 2 wo teraa giit meraa (taraanaa kahaa.N gayaa) \- 2 % #endindian \endsong %