% \startsong \stitle{aaii ab kii saal divaalii mu.Nh par apane khuun male}% \film{Haqeeqat}% \year{1964}% \starring{Dharmendra, Priya Rajvansh}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aaii ab kii saal divaalii mu.Nh par apane khuun male aaii ab kii saal divaalii chaaro.n taraf hai ghor andheraa ghar me.n kaise dIp jale aaii ab kii saal \threedots baalak tarase phulajha.Diyo.n ko (diipo.n ko diivaare.n \- 2) maa.N kii godii suunii suunii (aa.Ngan kaise sa.nvaare \- 2) raah me.n unakii jaao ujaalo.n ban me.n jinakii shaam Dhale aaii ab kii saal \threedots jinake dam se jagamag jagamag (karatii thii ye raate.n \-2) chorii chorii ho jAtI thii (man se man kii baate.n \- 2) chho.D chale vo ghar me.n amaavas, jyotii lekar saath chale aaii ab kii saal \threedots Tap\-Tap Tap\-Tap Tapake (aa.Nsuu chhalakii khaalii thaalii \-2 ) jaane kyA kyA samajhaatii hai (aa.Nkho.n kii ye laalii \-2) shor machaa hai aag lagI hai kaTate hai parvat pe gale aaii ab kii saal \threedots % #endindian \endsong %