% \startsong \stitle{dil Dhuu.NDhataa hai, phir vahii, fursat ke raat din}% \film{Mausam}% \year{}% \starring{Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore}% \singer{Bhupinder / Bhupinder, Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % dil Dhuu.NDhataa hai phir vahii furasat ke raat din \- (2) baiThe rahe tasavvur\-e\-jaanaa.N kiye hue dil Dhuu.NDhataa hai phir vahii furasat ke raat din\threedots jaa.Do.n kii narm dhuup aur aa.Ngan me.n leT kar \- (2) aa.Nkho.n pe khii.nchakar tere aa.Nchal ke saae ko au.ndhe pa.De rahe kabhii karavaT liye hue dil Dhuu.NDhataa hai phir vahii furasat ke raat din\threedots yaa garamiyo.n kii raat jo puravaaIyaa.N chale.n \- (2) Tha.nDii safed chaadaro.n pe jaage.n der tak taaro.n ko dekhate rahe.n chhat par pa.De hue dil Dhuu.NDhataa hai phir vahii furasat ke raat din\threedots barfiilii sardiyo.n me.n kisii bhii pahaa.D par \- (2) vaadii me.n guu.Njatii huii khaamoshiyaa.N sune.n aa.Nkho.n me.n bhiige bhiige se lamhe liye hue dil Dhuu.NDhataa hai phir vahii furasat ke raat din\threedots % #endindian \endsong %