% \startsong \stitle{ham ne to dil ko aapake kadamo.n pe rakh diyaa}% \film{Mere Sanam}% \year{1965}% \starring{Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz}% \singer{Rafi, Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Shashikant Joshi urf pintu diwana (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ra: ham ne to dil ko aapake kadamo.n pe rakh diyaa \- 2 is dil kyaa kare.nge ye ab aap sochiye aa: ham aap ke vafaa kii kasam khaa rahe hai.n aaj \- 2 ahad\-e\-vafaa kare.nge ye ab aap sochiye ra: jab dil se ham ne jo.D liyaa dil kaa silasilaa \- 2 aage hai kyaa nasiib me.n jaane merii balaa jo.Daa jab aap hii se muhobbat kaa faisalaa kyaa faisalaa kare.nge ab aap sochiye ham ne to dil ko aapake \threedots aa: chaahat kaa aitabaar hai, kitanaa hasiin khvaab aise me.n kaun maa.Nge kisii baat kaa javaab jab aap hii ke haath hai taqadIr kii kitaab kyaa kyaa likhA kare.nge ab aap sochiye ra: ham ne to dil ko aapake \threedots aa: ham aap kii vafaa kI \threedots % #endindian \endsong %