% \startsong \stitle{kajaraa muhabbat vaalaa, a.Nkhiyo.n me.n aisaa Daalaa}% \film{Kismat}% \starring{Biswajeet, Babita}% \singer{Asha, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % kajaraa muhabbat vaalaa, a.Nkhiyo.n me.n aisaa Daalaa kajare ne le lii merii jaan haay re mai.n tere qurabaan duniyaa hai mere pIchhe, lekin mai.n tere pIchhe apanaa banaa le merii jaan, haay re \threedots aaI ho kahaa.N se gorii aa.Nkho.n me.n pyaar le ke cha.Dhatii javaanii kii ye pahalii phuhaar le ke dillii shahar kaa saaraa miinaa baazaar le ke jhumakaa barelii vaalaa kaano.n me.n aisaa Daalaa jhumake ne le lii merii jaan, haay re \threedots moTar naa ba.ngalaa maa.Nguu.N jhumakaa naa haar maa.NgU.N dil ko chalaane vaale dil kaa qaraar maa.Nguu.N sa_iyaa.n bedardii mere tho.Daa saa pyaar maa.Nguu.N kismat banaa de merii apanaa banaa le merii kar le sagaaii merii jaan, haay re \threedots jab se hai dekhaa tujhako ho gae gulaam tere apanaa banaa le gorii aae.nge kaam tere apanaa ye jiivan saaraa likh de.nge naam tere kurtaa ye jaalii vaalaa usapar motiyan kii maalaa kurte ne le lii merii jaan, haay re \threedots % #endindian \endsong %