% ITRANS SONG # rmim0188; Created on Jan 26, 2004 % % \startsong \stitle{wo muqaddar na rahaa aur wo zamaanaa na rahaa}% \film{Sheereen Farhaad}% \year{1931}% \starring{Master Nissar, Jahanara Kajjan}% \singer{Master Nissar}% \music{Brujlal Verma}% \lyrics{Agha Hashra Kashmiri}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 03 feb 2003 % Credits: A Listeners' Bulletin issue, dated 1973. % Comments: Geetanjali Series. shiirii.n farahaad. % Madan Theatres, Kolkata. Dir - J J Maadan. % shiiriin farhaad was the second Hindi talkie. % It was released on 30 May 1931. The song may be % available in Nissar's voice, recorded in the 1970s. % Alternate search strings - nisaar brijlal ... % \printtitle #indian % wo muqaddar na rahaa aur wo zamaanaa na rahaa tum jo begaane hu_e, ko_ii yagaanaa na rahaa o zamii.n tuu hii lab\-e\-Gaur se itanaa kah de aa merii god me.n gar, ko_ii Thikaanaa na rahaa jisakii ummiid me.n jiite the, Kafaa hai wo bhii ai azal! aa ki ko_ii ab to bahaanaa na rahaa raham kar, raham kar, ki ye ishq sitam hai mujh par tiir phir kis pai chale.nge jo nishaanaa na rahaa % #endindian \endsong %