% ITRANS SONG # rmim0232; Created on Jan 26, 2004 % % nani 1/16/4 % \startsong \stitle{aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare wo}% \film{Bachchon Kaa Khel}% \year{1946}% \starring{Baby Shakuntala, N Kabir, Meena Kumari}% \singer{Naseem Akhtar}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Mukhram Sharma}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 15 jan 2004 % Credits: Kamalakar Pasupuleti, Surjit Singh % Comments: Geetanjali Series % film - 'bachcho.n kaa khel' % RamaNiik Productions, Mumbai. Dir - Raja Nene % The singer is not Anuradha though that name is % listed in the Geet Kosh. % \printtitle #indian % aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare wo aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare muhabbat ke dariyaa pe dono.n the aaye mai.n thii is kinaare, wo the us kinaare aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare kahaa.N mai.nne, aauu.N mai.n kaise, bataao pareshaan dono.n ishq ke bichaare aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare isii bebasii me.n lahar ik aaii chale.n dono.n milane usii ke sahaare aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare usii ke gale mil ke mai.n ha.Ns rahii thii khulii aa.Nkh dekhaa to chhiTake the taare aaye aaye hai.n sapane me.n hamaare % #endindian \endsong %