% ITRANS SONG # rmim0266; Created on Jan 26, 2004 % % From: Malini Kanth (malinikanth@hotmail.com) % Date: 2003-04-03 10:55:38 PST % \startsong \stitle{aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare}% \film{Chand}% \year{1944}% \starring{Begum Para, Prem Adeeb, Sitara, Sapru}% \singer{Zeenat Begum, Durrani}% \music{Husnalal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Malini Kanth % Transliterator: Malini Kanth % Credits: Balaji Murthy, Naniwadekar % \printtitle #indian % zii : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare aaye hai.n balamaa aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare ab jaage bhaag hamaare, din pyaare pyaare tum haar haar kar jiit gaye /-2 ham jiit jiit kar haare balamaa hamaare /-2 aaye hai.n balamaa /threedots du : duniyaa hai ye priit kii dushman riit ye dekhe priit kii dushman duniyaa na_ii basaaye.nge hum tum do : gaaye.nge hum tum mil ke giit hamaare din pyaare pyaare aaye hai.n balamaa /threedots zii : na_ii Kushiyaa.N aaj bulaatii.n hai.n /-2 kar kar ke ishaare balamaa hamaare /-2 do : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare % #endindian \endsong %