% ITRANS SONG # rmim0392; Created on Jan 26, 2004 % % kalra 1/16/4 % \startsong \stitle{man saat samu.ndar Dol gayaa ... sajaNaa ve sajaNaa}% \film{Chameli}% \year{2004}% \starring{Kareena Kapoor, Rahul Bose, Rinke Khanna}% \singer{Sunidhi Chauhan}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Irshad Kamil}% % % Audio on: T-series % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Satish Kalra % Date: 16 Jan 2004 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % man saat samu.ndar Dol gayaa jo tuu aa.Nkho.n se bol gayaa man saat samu.ndar Dol gayaa jo tuu aa.Nkho.n se bol gayaa le terii ho ga_ii yaar sajaNaa ve sajaNaa ho sajaNaa mere yaar sajaNaa ve sajaNaa tujhe bhar luu.n apanii aa.Nkho.n me.n in aa.Nkho.n ko mai.n kholuu.n naa kho luu.n apanii baato.n me.n phir is duniyaa se boluu.n naa mai.n dekhuu.n mai.n baat karuu.n tere saath jiyuu.n tere saath maruu.n le terii ho ga_ii yaar sajaNaa ve sajaNaa ho sajaNaa mere yaar sajanaa ve sajaNaa tuu aur kisiikaa na honaa mai.n jiite jii mar jaauu.Ngii terii Kaatir duniyaa se ab tanahaa hii la.D jaauu.Ngii mai.nne tujhako kahaa piyaa ye tan man tere naam kiyaa le terii ho ga_ii yaar sajaNaa ve sajaNaa ho sajaNaa mere yaar sajanaa ve sajaNaa % #endindian \endsong %