% ITRANS SONG # rmim0394; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{saajan aanaa naav puraanaa}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Satish Sekar % Transliterator: Satish Sekar % Date: 14 Feb 2003 % Series: GEETanjali % Comments: One of Talat's early songs % generated using giitaayan % \printtitle #indian % saajana aanaa saajana aanaa naava puraanaa saajana aanaa man giit prem ke gaaye re un giito.n ko tum gaanaa saajana aanaa naino.n me aansuu rehate hai.n aur ro ro kar ye kehate hai.n saawan ke mahiine aaye re tum hamako na tarasaanaa saajana aanaa baat baat par jii bhar aaye hai saawan ki rumjhum na bhaaye hai mohe pal bhar chain na aaye re tum sukha varshaa barsaanaa saajana aanaa % #endindian \endsong %