% ITRANS SONG # rmim0395; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{luuT liyaa ... kisii gariib kaa ghar}% \film{Darbaar}% \year{1955}% \starring{Mahipal, Chitra, Kammo, Tiwari}% \singer{Talat}% \music{Hansraj Behl}% \lyrics{Asad Bhopali, Prem Dhawan}% % % Contributor: Satish % Transliterator: Satish % Date: 17 Feb 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % luuT liyaa luuT liyaa kisii gariib kaa ghar baadshaah ne luuT liyaa karuu.N mai.n kis se gilaa jab khudaa ne luuT liyaa kisii gariib kaa ghar lahuu se dil ke jalaayaa thaa jo chiraag hamane isii chiraag ko zaalim hawaa ne luuT liyaa kisii gariib kaa ghar duhaaii hai insaaf kii duhaaii hai ki ek fakiir ko aalampanaa ne luuT liyaa karuu.n mai.N kis se gilaa jab khudaa ne luuT liyaa % #endindian \endsong %