% ITRANS SONG # rmim0443; Created on Jan 26, 2004 % % s ganti 11/21/3 % \startsong \stitle{ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake}% \film{Zindagi Aur Hum}% \year{1962}% \starring{Nalini Jayawant, Dinesh, Chand Usmani}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Shiv Kumar}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:21 November, 2003 % Comments:LATAnjali series % Credits: V S Rawat % \printtitle #indian % ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake dukh paayaa ham ne naam sanam kaa raT ke ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake (dil hai ki nahii.n aataa hai bahalaane me.n)\-2 kyaa jaane kyaa ho gayaa ye anjaane me.n ye khel khel me.n dekh prem ke laTake dukh paayaa ham ne naam sanam kaa raT ke ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake man me.n hai kuchh miiThii miiThii ta.Dapan sii ba.Dhatii jaatii hai chhaatii kii dha.Dakan sii dil to.D na Daale prem pa.nth ke jhaTake dukh paayaa ham ne naam sanam kaa raT ke ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake (laharo.n me.n bahakar ho gaye nyaare nyaare)\-2 ham se naiyya, naiyya se duur kinaare aramaan na jaane kahaan kahaan jaa bhaTake dukh paayaa ham ne naam sanam kaa raT ke ham terii lagan me.n magan bahut din bhaTake % #endindian \endsong %