% ITRANS SONG # % % Date: 22 Feb 2004 11:59:20 -0800 % From: pulkit_sadabahar@yahoo.com (Pulkit) % \startsong \stitle{sun pagalii pavan}% \film(Salam-E-Mohabbat (Pakistani-Film)}% \year{1971}% \starring{Zeba, Mohammad Ali}% \singer{Noorjehan}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{Qateel Shifai}% % % Contributor :Pulkit Sharma (pulkit_sadabahar@yahoo.com) % Transliterator :Pulkit Sharma (pulkit_sadabahar@yahoo.com) % Date :23 february 2004 % Series :NOOR-E-TARANNUM % /printtitile #indian % sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa \-2 mere ang ang se har umang se kaliyaa.N chiTakane kii aatii hai sadaa sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa sun pagalii pavan hai mast fazaa man puuCh rahaa aa_ii.n saa.Nvarii ghaTaae.N kis or se mausam hai hasii.n Chup Chup ke kahii.n gaae baa.Nvarii koyal ba.De zor se gaae giit pyaar ke intezaar ke naGame.n barasate hai.n hotaa hai nashaa sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa \-2 mere ang ang se har umang se kaliyaa.N chiTakane kii aatii hai sadaa sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa sun pagalii pavan bijalii kii chamak dikhalaae jhalak u.Duu.N baadalo.n ke sang sang jhuum ke jhuulaa hai meraa rangiin dhanak niile aasmaan ko aa_ii huu.N mai.n chuum ke dil thaam thaam luu.N pii kaa naam luu.N apane ta.Dapane kaa letii huu.N mazaa sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa \-2 mere ang ang se har umang se kaliyaa.N chiTakane kii aatii hai sadaa sun pagalii pavan sun u.Datii ghaTaa sun pagalii pavan % #endindian /endsong %