% ITRANS SONG # % Date: 1 Jun 2004 17:47:51 -0700 % From: v9y@hotmail.com (Vinay) \startsong \stitle{shafaq ho, phuul ho ... mai.n kaise kahuu.N jaaneman}% \film{Nargis}% \year{1993}% \starring{Hema Malini, Naseeruddin Shah, Zeba}% \singer{Jagjit Singh}% \music{Basu Chakravarty}% \lyrics{Majrooh}% % Audio on: Venus % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 31 May 2004 % Series: GEETanjali % Comments: The movie has not seen a release % generated using giitaayan \printtitle #indian shafaq ho, phuul ho, shabanam ho, maahataab ho tum nahii.n jawaab tumhaaraa ki laajawaab ho tum ||she'r|| mai.n kaise kahuu.N jaaneman teraa dil sune merii baat ye aa.Nkho.n kii siyaahii ye hoTho.n kaa ujaalaa yahii hai.n mere din\-raat ||sthaayii|| kaash tujhako pataa ho tere ruK\-e\-raushan se taare khile hai.n diye jale hai.n dil me.n mere kaise\-kaise mahakane lagii.n hai.n, wahii.n se merii raate.n jahaa.N se huaa teraa saath ||1|| paas tere aayaa thaa mai.n to kaa.NTo.n pe chalake lekin yahaa.N to qadamo.n ke niiche farsh bichh gaye gul ke ki ab zindagaanii hai fasl\-e\-bahaaraa.N jo haatho.n me.n rahe teraa haath ||2|| % fasl\-e\-bahaaraa.N = bahaar kaa mausam; basa.nt RRitu #endindian \endsong