% ITRANS SONG % \startsong \stitle{sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar}% \film{Dosti (Pakistan)}% \year{1971}% \starring{Ejaz, Shabnam}% \singer{Noorjehan}% \music{A Hameed}% \lyrics{Tanvir Naqvi}% % % Contributor: Pulkit % Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 18 Sep 2004 % Series: Noor-E-Tarannum % generated using giitaayan % \printtitle #indian sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar in raaho.n me.n nain biChaae teraa karuu.Ngii intazaar sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar meraa pyaar\-3 jab\- jab saajan phuul khile.nge dil ko naye kuCh dard mile.nge jii ko jalayegii baahaar sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar in raaho.n me.n nain biChaae teraa karuu.Ngii intazaar sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar meraa pyaar\-3 jab tak din sa.ng raat rahegii\-2 merii duaa tere saath rahegii karatii rahuu.Ngii mai.n pukaar sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar in raaho.n me.n nain biChaae teraa karuu.Ngii intazaar sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar meraa pyaar\-3 #endindian \endsong