% ITRANS SONG % Arunabha S Roy on 10/14/2004 1:05:57 PM. \startsong \stitle{balamaa moraa aa.Ncharaa mahake re}% \film{Sangat}% \year{1975}% \starring{Om Prakash, Rakesh Pandey, Kajari}% \singer{Lata, Manna Dey}% \music{Salil Chowdhury}% \lyrics{Jan Nisar Akhtar}% % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 14 Oct 2004 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan \printtitle #indian lataa: balamaa moraa aa.Ncharaa mahake re lage nii.nd me.n Doluu.N mai.n \-2 pag moraa bahake re balamaa, balamaa moraa aa.Ncharaa mannaa: (dil ko mere chhuu le tere badan kii ye Kushabuu suhaanii dekho dekho chhupake naache lahuu me.n uma.nge.n diivaanii ) \-2 lataa: (gaatii man me.n ras kii dhaaraa jhuume a.ng a.ng saaraa machale jiyaa matavaaraa ) \-2 mannaa: (jhuume\-jhuume palake.n jaaduu jagaa_e.n chorii chorii dekho hamako bulaa_e.N) \-2 aa.Nkho.n pe chhaa_e tere palako.n ke saaye lataa: aa.a aa.a aa.a balamaa moraa aa.Ncharaa mannaa: (chupake \-chupake dekho sab kuchh to kah de simaTatii ye baahe.n niichii\-niichii nazare.n kyaa kyaa na maa.Nge.n ye kyaa kyaa na chaahe.n) \-2 lataa: (lagii tan me.n miiThii jwaalaa chhalakatii nayan se haalaa kyaa jaane kyaa kar Daalaa ) \-2 mannaa: (Tha.nDii\-Tha.nDii dekho cha.nchal hawaaye.n kabhii chuume kabhii siine lagaaye.n ) \-2 phir ham se ye haay kaahe daaman bachaaye.n lataa: aa.a aa.a aa.a balamaa moraa aa.Nchara #endindian \endsong