% \startsong \stitle{rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge}% \film{Mamta}% \year{1966}% \starring{Suchitra Sen, Ashok Kumar, Dharmendra}% \singer{Lata / Rafi, Suman Kalyanpur}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Prashant Kulkarni (praskulk@engin.umich.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % K Rai (rrai@plains.nodak.eduRavi) % Satish Subramanium (subraman@cs.umn.edu) % Fill In The Blanks series % Surajit A. Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ##solo version## rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge banake kalii, banake sabaa, baaG\-e\-vafaa me.n \threedots mausam koii ho is chaman me.n ra.ng banake rahe.nge ham Kiraamaa.N chaahat kii Kushabuu yuu.Nhii zulfo.n se u.Degii, Kizaa ho yaa bahaaraa.N yuu.Nhii jhuumate, yuu.Nhii jhuumate aur khilate rahe.nge, banake kalii banake sabaa baaG\-e\-vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots khoe ham aise kyaa hai milanaa kyaa bichha.Danaa nahii.n hai yaad hamako kuuche me.n dil ke jab se aaye sirf dil kii zamii.n hai yaad hamako isii sarazamii.n, isii sarazamii.n pe ham to rahe.nge, banake kalii banake sabaa baaG\-e\-vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots jab ham na ho.nge, jab hamaarii Kaak pe tum rukoge chalate chalate ashko.n se bhiigii chaa.Ndanii me.n ik sadaa sii sunoge chalate chalate vahii.n pe kahii.n, vahii.n pe kahii.n ham tumase mile.nge, banake kalii banake sabaa baaG\-e\-vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots ##duet version## suman: hai.n Kuubasuurat ye nazaare ye bahaare.n hamaare dam\-qadam se rafii: zindaa huii hai phir jahaa.N me.n aaj ishq\-o\-vafaa kii rasm ham se dono.n: yuu.Nhii is chaman, yuu.Nhii is chaman kii ziinat rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaG\-e\-vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham \threedots % #endindian \endsong %