Fill In The Blanks [63]

saara.ngaa terii yaad me.n

Contributed by U. V. Ravindra



While Vijay Kumar's Consolidated ISB does list both Mukesh and Rafi as the singers of this song, the lyric of only the Mukesh version is available. A few minor corrections to the ISB version are incorporated below.

Film: Saranga (1960)
Singer: Mukesh / Rafi
Music: Sardar Malik
Lyrics: Bharat Vyas
ISB Contributor: Sunil Banwari

saara.ngaa terii yaad me.n nain hue bechain
madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain, ho \threedots
saara.ngaa terii yaad me.n \threedots

vo ambuvaa kaa jhuulanaa, vo piipal kii chhaa.Nv
ghuu.NghaT me.n jab chaa.Nd thaa, meha.ndii lagI thii paa.Nv
ho, (aaj uja.Dake rah gayaa) \- 2
vo sapano.n kaa gaa.Nv, ho \threedots
saara.ngaa terii yaad me.n \threedots

sa.ng tumhaare do gha.Dii, biit gaye jo pal
jal bharake mere nain me.n, aaj hue ojhal
ho, (sukh leke dukh de gayii.n) \-2
do a.Nkhiyaa.N cha.nchal, ho \threedots
saara.ngaa terii yaad me.n \threedots



The Rafi version is much shorter:
saara.ngaa terii yaad me.n nain hue bechain
madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain

madhuban ke madhuku.nj me.n chalat birahaa samiir
baaT takuu.N terii mai.n priye jal jamunaa ke tiir

That's all!



Previous Article   |   FITB Home   |   Alphabetical Index   |   Index by Serial Number   |   Next Article