Posted by: kalyan@nms.fnc.fujitsu.com Subject: RJGK-45 Responses - Post I: Answers and Results Posting Date: Wed, 02 Sep 1998 21:20:38 GMT RJGK-45 Responses - Post I: Answers and Results In the interest of readability and time management, we have split the results and comments into 3 posts: Post 1: Answers and Results Post 2: General comments Post 3: Song-specific comments We would have liked to produce a list of "known" releases as well. Sorry Ikram, it does not look likely. Two reasons. Lack of time is primarily it. Also true - while there are a set of specific releases, a lot of her work is scattered across non-Geeta Dutt specific cassettes and releases. Here is POST #1. -------------------------------------------------- POST 1: Answers and Results INTRO ----- Thanks to all the participants. Please note: . The first entry arrived within 24 hours of the quiz post. . The last entry arrived 10 days AFTER the deadline had passed. . Entries/participants (in no particular order): * Preeti Ranjan Panda * Ashok Dhareshwar * K. Vijay Kumar (vijaykumark@hotmail.com) * Neeraj Malhotra and Prince Kohli * Surajit Bose * Manish Ladha * Samiuddin Mohammed * Neha Desai and Vandana Vidwans * Anurag Acharya and Doli Bambhania * Pavan Jha & Vinay Jain * A-HA team(Amol Dighe, Hemlata Khemani, Arunabha Roy) * Shalini Razdan and Ketan Dholakia * Snehal B. Oza * Radha and Abhay Phadnis * Afzal A. Khan * Chetan Vinchhi * Sarita Lall and Shalini Singh * Hem Chandra Jain * Ikram A. Khan * Himanshu Gupta * Balaji and Malini * Madhu Sudan * Renu Thamma and Neeraj Deshmukh Non-Competitive entries: * Subbalakshmi Vadlamani * Nishi Bhatnagar * Anand Tiwari * Harish Suvarna * Satish Kalra . Participant Statistics: Fan Quiz Fanatic Quiz Competitive Entries 23 17 Non-competitive Entries 5 1 . Two of the 5 non-competitive entries did not announce themselves to be so, but their intent was so clearly non-competitive that we have taken the liberty of moving them into that category. . We have been in correspondence with a few (very few) entrants regarding their comments. As such, some emails have been exchanged on quiz-specific matters. But the quotes used (in subsequent posts) are restricted to what we gathered from the entries themselves. . Every song was answered correctly by at least 7 entries - in both sections of the quiz. . Four songs was answered correctly by everyone. All these were from the FAN category. . We have to conclude that the quiz was on the easy side. The "correctness" index was high. In the fan section, more than half the entries had 2 or fewer misses. In the fanatic section, just about half the entries were within 3 points of the perfect score. ANSWERS ------- FAN SECTION *********** 01. ky.on kali badariyaa chhaayee hai kyo.n kali kali muskaaye hai meri prem kahaani Khatm hui mere jeevan ka sangeet gayaa Song : meraa sundar sapnaa beet gayaa Film : DO BHAI (1947) Music : S.D.Burman Lyrics : Raja Mehndi Ali Khan Cast : Kamini Kaushal, Ulhas Score : 22/23 02. dhan joban ka garb na kije jhooTha inka mol re, tohay piyaa milenge Song : ghoo.nghaT ke paT khol re tohe piyaa mile.nge Film : JOGAN (1950) Music : Bulo C. Rani Lyrics : Meerabai Cast : Nargis, Dilip Kumar Score : 22/23 03. gine chune pal hai.n tere jeevan ke dhoom machaa le, abhi din hai.n milan ke Song : suno gajar kyaa gaaye, samay guzartaa jaaye Film : BAAZI (1951) Music : S.D.Burman Lyrics : Sahir Cast : Geeta Bali, Dev Anand, Kalpana Kartik Score : 19/23 04. deewaana karei.n, mastaana karei.n jise ik baar dekhei.n nishaana karei.n kisi ko na lene dei.n chain.... Song : dekho jaadoo bhare moray nain Film : AASMAAN (1952) Music : O.P.Nayyar Lyrics : Prem Dhawan Cast : Naasir Khan, Shyama Score : 16/23 05. kaun thaa milaa mujhe, jo mil ke kho gayaa kaun mere paas aa ke door ho gayaa phool hai wohi, phool hai wohi, bahaar hai, wohi chaman phir bhi kyo.n udaas hai, udaas meraa man Song : chaand hai wohi, sitaare hai.n wohi gagan phir bhi kyo.n udaas hai, udaas mera man Film : PARINEETA (1953) Music : Aroon Kumar Mukherjee Lyrics : Bharat Vyas Cast : Ashok Kumar, Meena Kumari Score : 14/23 06. man ke banaaye huye jaal mei.n na pha.nsna kahi.n tujhe ronaa paDey itnaa na ha.nsnaa aise na machal, man jaaye na kuchal, teraa dum hi nikal jaaye na Song : zaraa saamane aa, zaraa aa.nkh milaa teraa shukriyaa kar doo.n adaa Film : BAAZ (1953) Music : O.P.Nayyar Lyrics : Majrooh Sultanpuri Cast : Geeta Bali, Guru Dutt Score : 9/23 07. pal bhar mei.n TooT gaye, sapno.n ke moti aa.nsoo mei.n Doob gayee, naino.n ki jyoti naino.n ki jyoti soonay soonay se hai.n aaj mere aashaa ke dwaar naiyaa kaise lage paar, jab saamne kinaara nahi.n o, koi man kaa sahaara nahi.n Song : chhaayee birahaa ki raat, moraa taDpe jiyaa Film : NAVDURGAA (1953) Music : S.N.Tripathi Lyrics : Anjum Jaipuri Cast : Usha Kiran, Mahipal Score : 19/23 08. duniyaa kaa kyaa aitbaar, khonaa na apnaa qaraar, chun le muraado.n ke phool, beete na yoo.n hi bahaar taak mei.n hai Khizaa.n, ai dil Song : hoo.n abhi mai.n jawaa.n ai dil Film : AAR PAAR (1954) Music : O.P.Nayyar Lyrics : Majrooh Sultanpuri Cast : Guru Dutt, Shyama, Shakeela Score : 21/23 09. sahaara milay jo tumhaari ha.nsee ka bhula de.nge hum saara gham zindagi ka tumhaare liye hai.n, tumhaare rahe.nge Song : na ye chaand hogaa, na taare rahe.nge magar hum hameshaa tumhaare rahe.nge Film : SHART (1954) Music : Hemant Kumar Lyrics : S H Bihari Cast : Deepak, Shyama Score : 22/23 10. taare naa jaanei.n, oo.nchaai gagan ki aa.nkhei.n na samjhei.n, geheraai man ki gehraai man ki taare naa jaanei.n... Song : kaise koi jiye, zahar hai zi.ndagi, uThaa toofaan wo Film : BAADBAAN (1954) Music : Timir Baran/S.K.Pal Lyrics : Indeevar Cast : Ashok Kumar, Dev Anand, Meena Kumari Score : 20/23 11. bheegi raat mei.n peD ke neeche aa.nkh micholi khel rachaaya preetam yaad karo jab tumne, prem bharaa ik geet sunaayaa... Song : preetam aan milo, preetam aan milo, dukhiyaa jiyaa bulaaye, preetam aan milo Film : MR. AND MRS. 55 (1955) Music : O.P.Nayyar Lyrics : Saroj Mohini Nayyar Cast : Guru Dutt, Madhubala Score : 19/23 12. masti bharaa taraana, kyoo.n raat gaa rahi hai aa.nkho.n mei.n neend aa kar, kyo.n door jaa rahi hai dil mei.n koi sitamghar, armaa.n jagaa gayaa hai Song : ai dil mujhe bataa de, tu kis pe aa gayaa hai wo kaun hai jo aa kar, Khwaabo.n pe chhaa gayaa hai Film : BHAAI BHAAI (1956) Music : Madan Mohan Lyrics : Rajinder Krishan Cast : Ashok Kumar, Nirupa Roy, Kishore, Shyama, Nimmi Score : 23/23 13. pehloo badalne lagey, ghabraa ke chalne lagey aankhei.n milee bhi nahi.n, yoo.n hi sambahlne lagey aji suniye huzoor, jaana humse naa door, aji suniye huzoor, dekho, dil hai kisi kaa jalaanaa buraa Song : jaataa kahaa.n hai deewaane, sab kuchh yahaa.n hai sanam Film : C.I.D. (1956) Music : O.P.Nayyar Lyrics : Jan Nisar Akhtar Cast : Dev Anand, Shakila, Waheeda Score : 22/23 14. nain jhuk jhuk ke uThe, paao.n ruk ruk ke uThe aa gayee chaal nayee Song : jaane kyaa toone kahi, jaane kyaa mai.n ne suni Film : pyaasaa Music : S.D.Burman Lyrics : Sahir Cast : Guru Dutt, Waheeda Rehman, Mala Sinha, Rehman Score : 22/23 15. o babuji mai aur aap, kitnaa achchha huaa milaap tujhko dekh tabeeyat phaDki, allaadeen ki mai.n hoo.n laDki Song : meraa naam chin chin chuu, chin chin chuu, baabaa chin chin chuu Film : HOWRAH BRIDGE Music : O.P.Nayyar Lyrics : Qamar Jalalabadi Cast : Ashok Kumar, Madhubala Score : 23/23 16. humne sochaa thaa jeevan mei.n phool chaand aur taare hai.n kyaa khabar thi saath mei.n inke, kaanTe aur angaaray hai.n hum pe kismat ha.ns rahi hai, kal ha.nse the hum jitnaa Song : do chamakti aa.nkho.n mei.n, kal Khwaab suneharaa thaa jitnaa Film : DETECTIVE (1958) Music : Mukul Roy Lyrics : Shailendra Cast : Pradeep Kumar, Mala Sinha Score : 16/23 17. band hua ye dwaar kabhi naa jug kitne hi, jug kitne hi beete sab dwaaro.n par haarne waale is dwaare par, is dwaare par jeete laakh patit, laakho.n patitaayei.n paavan ho kar aaye re Song : toraa manvaa kyoo.n ghabraaye re, laakho.n deen dukhiyaare praaNi, jag mei.n mukti paaye re raamji ke dwaar par Film : SAADHANA (1958) Music : N Dutta Lyrics : Sahir Cast : Sunil Dutt, Vyjayanthimala Score : 18/23 18. sun jaa kyaa kehti hai.n, ye bheegi bheegi raatei.n aa.nkho.n hi aa.nkho.n mei.n, ho jaayei.n do do baatei.n hum se nighaahei.n to milaaa..... Song : o baabu o laala, mausam dekh wo chalaa sun le dil kyaa..a bolaa, hai koi pyaar karne waala Film : DILLI KI THUG (1958) Music : Ravi Lyrics : Majrooh Cast : Kishore Kumar, Nutan Score : 16/23 19. beqaraar dil, is tarah milay, jis tarah kabhi, hum judaa na the tum bhi kho gaye, hum bhi kho gaye ek raah par, chal ke do kadam Song : waqt ne kiyaa, kyaa hasee.n sitam tum rahe na tum, ham rahe na ham Film : KAAGHAZ KE PHOOL (1959) Music : S.D.Burman Lyrics : Kaifi Azmi Cast : Guru Dutt, Waheeda Rehman Score : 23/23 20. Geeta: ab din ye kaise gori aaye Chorus: kaise gori aaye Geeta: chhup chup ke milnaa man bhaaye Chorus: milnaa man bhaaye Geeta: sakhiyo.n se kaahe ab chori Chorus: kaahe ab chori Geeta: bandh gayee re preet ki Dori Chorus: preet ki Dori Geeta: koi julmi saa.nwaria ki tirchhi najaria haa.n maar gayee, maar gayee, ma..aar gayee Song : a.nkhiyaa.n bhool gayee.n hai.n sonaa, dil pe hua hai jaadoo Tonaa Film : GOONJ UTHI SHEHNAAI (1959) Music : Vasant Desai Lyrics : Bharat Vyas Cast : Rajendra Kumar, Ameeta Score : 22/23 21. kabhi roye to aap hi ha.ns diye hum chhoTi chhoTi khushi, chhoTe chhoTe wo gham haaye kyaa din the wo bhi kyaa din the Song : bachpan ke din bhi kyaa din the, uDte phirte titli ban ke Film : SUJAATA (1959) Music : S.D.Burman Lyrics : Majrooh Cast : Nutan, Sunil Dutt, Shashikala Score : 22/23 22. Hemant: dekho wo chaand badli ki oT mei.n chhupne lagaa Geeta: ye neel gagan bhi pyaar ke aagey jhukne lagaa Hemant: kitni haseen Geeta: kitni shareer Hemant: hai chaand ki ye adaa Song : gum sum sa ye jahaa.n, ye raat ye hawaa Film : DUNIYAA JHUKTI HAI (1959) Music : Hemant Kumar Lyrics : Rajinder Krishan Cast : Sunil Dutt, Shyama Score : 21/23 23. Geeta: jab milte ho tum kyoo.n chhiDte hai.n di ke taar Rafi: milne ko tumse mai.n kyoo.n thaa beqaraar Geeta: reh jaati hai..... reh jaati hai kyo.n ho.nTho.n tak aa ke dil ki baat Song : rimjhim ke taraane leke aayee barasaat yaad aayee kisi se wo peheli mulaaqaat Film : KAALA BAAZAAR (1959) Music : S.D.Burman Lyrics : Shailendra Cast : Dev Anand, Waheeda Rehman Score : 21/23 24. raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa taDpaao, chaley aao Song : koi door se aawaaz de chaley aao Film : SAAHIB BIBI AUR GHULAAB (1962) Music : Hemant Kumar Lyrics : Shakeel Badayuni Cast : Meena Kumari, Guru Dutt, Waheeda Rehman Score : 23/23 25. sooraj ko masal kar mai.n chandan ki tarah malti sonay sa badan le kar kundan ki tarah jalti is goray se chehre par aainaa fidaa hotaa Song : meraa dil jo meraa hotaa Film : ANUBHAV (1971) Music : Kanu Roy Lyrics : Gulzar Cast : Sanjeev Kumar, Tanuja Score : 19/23 FANATIC SECTION *************** 26. dekho meri nazar mei.n, hasrat machal rahi hai parwaana so rahaa hai, aur shammaa jal rahi hai kehti hai beqaraari, ye raatei.n hai.n hamaari jaago meri tamannaa, jaago, jaago.. Song : bulbul mere chaman ke, taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna, jaago Film : HEER (1956) Music : Anil Biswas Lyrics : Majrooh Cast : Nutan, Pradeep Kumar Score : 12/17 27. joD le phir se TooTi mamtaa, baa.ndh le prem ki Dori zindagaani se door bhaagna hai man ki kamzori ye sab dukh ke pal, ik din jaaye.nge Tal o raat ke bhoole hue musaafir, subah hui ghar chal ab ghar chal re Song: aaj nahi.n to kal, bikhre.nge ye baadal o raat ke bhoolay hue musaafir, subah hui ghar chal ab ghar chal re Movie : NAAG MANI (1957) Music : Avinash Vyas Lyrics : Pradeep Cast : Nirupa Roy, Trilok Kapoor Score : 13/17 28. G: bhai, teraa bhi jawaab nahi.n, mera bhi jawaab nahi.n kaahe ka jhagDaa phir bhi Male: aji, ek najar(sic) se dooje ko dekhe nahi.n aur koi marzi G: ik aa.nkh se dekhne waale, ik aa.nkh se dekhne waale ek hum hai.n aur ek tum, Male: aur tum bhi kyaa Song : hai.n pyaar ke do matwaale, ik hum hai.n aur ik tum aur tum bhi kyaa Movie : APRAADHI KAUN (1957) Music : Salil Chowdhury Lyrics : Majrooh Cast : Mala Sinha, Abhi Bhattacharya Score : 14/17 29. Geeta: khiDki khuli chandaa nazar aa hi gayaa mujhe taDpaa hi gayaa Mukesh: naam teraa zubaa.n pe leheraa hi gayaa lab tak aa hi gayaa Geeta: jo labo.n pe hai wo keh de, jo hai dil mei.n wo na kehnaa Song : beete nahi.n raat sanam, karo koi baat sanam duniyaa soye hamei.n neend lagey naa Film : HUM MATWAALE NAUJAWAAN (1961) Music : Chitragupta Lyrics : Majrooh Sultanpuri Cast : Shekhar, Saeeda Khan Score : 12/17 30. G: baDaa niThur hai moraa saa.nwaria, jo na paseeje pyaar mei.n Chorus: (haa.n pyaar mei.n, pyaar mei.n) G: binaa pyaar mei.n jiyoo.n ri kaise, chhalia is sansaar mei.n Chorus: (haa.n chhalia is sansaar mei.n) birhan mai.n ban jaaoo.n joganiyaa duniyaa ko Thukraaye ke Song : o bedardi kyoo.n taDpaaye, jiyaraa moraa rijhaaye ke Film : GODAAN (1963) Music : Ravi Shankar Lyrics : Anjaan Cast : Raj Kumar, Kamini Kaushal Score : 16/17 31. tu duniyaa mei.n jeene ka le le mazaa ye hosh ki baatei.n abhi bhool jaa.... ha.ns le ha.nsaa le, gham karne waale yaad karegaa ye baatei.n meri...... keh rehi zubaa........n Song : aajaa zaraa mere, dil ke sahaare dilarubaa tere liye mere dil mei.n teri, yaad hai jawaa.n Film : EK JHALAK (1957) Music : Hemant Kumar Lyrics : S H Bihari Cast : Pradeep Kumar, Vyjayanthimala Score : 13/17 32. G: kyo.n pyaar ki duniya mei.n na ho raaj hamaara kyo.n na ho raaj hamaara Male: hai dil ko teri nargisi aa.nkho.n ka sahaara G: ye chaand.. ye chaand, ye dharti, ye gagan tere liye hai Song : armaan bhare dil ki lagan tere liye hai Film : JAAN PEHCHAAN (1950) Music : Khemchand Prakash Lyrics : Shakeel Badayuni Cast : Nargis, Raj Kapoor Score : 16/17 33. mai.n bahaar ke shoKh phool hoo.n aql(a) mar miTay, aisi bhool hoo.n bhooli bhooli hai.n, ghuli ghuli hain raatei.n kabhi kabhi to, meeThi meeThi do baatei.n Song : ham se bhi kar lo, kabhi kabhi to, meeThi meeThi do baatei.n Film : MILAAP (1954) Music : N Dutta Lyrics : Sahir Cast : Dev Anand, Geeta Bali Score : 15/17 34. husn ki ye meherbaaniyaa.n phir kahaa.n ishq ki rangee.n kahaaniyaa.n phir kahaa.n phir kahaa.n ye samaa, ye samaa phir kahaa.n aa dil ki mehfil mei.n aa Song : jhoom jhoom ke jaam choom ke, aa dil mi mehfil mei.n aa Film : COFFEE HOUSE (1957) Music : Roshan Lyrics : Prem Dhawan Cast : Shammi Kapoor, Geeta Bali Score : 7/17 35. Geeta: baar baar mar ke hamei.n yoo.n nahi.n Daraao marnaa ho to ek baar mar ke hi dikhaao jaao humnei.n aise jhooThe meet kayee dekhe hai.n ke dil mei.n kuchh, zabaa.n pe kucch, Song : dekh aasmaan mei.n chaa.nd muskuraaye Film : SHARAARAT (1959) Music : Shankar Jaikishan Lyrics : Hasrat Jaipuri Cast : Kishore Kumar, Meena Kumari Score : 13/17 36. birahi gagan roye, mere to nayan roye..... birahi gagan roye, mere to nayan roye, piyaa tum paas nahi.n, kahaa.n kis des khoye Song : haule haule hawaa(ye) Dolay, kaliyo.n ke ghoo.nghaT kholay Film : Non-film (early '50s) Music : Nikhil Ghosh Lyrics : Bharat Vyas Score : 12/17 RESULTS - FAN SECTION --------------------- 6th place (18/25) * A-HA team(Amol Dighe, Hemlata Khemani, Arunabha Roy) 5th place (19/25) * Radha and Abhay Phadnis 4th place (21/25) * Renu Thamma and Neeraj Deshmukh 3rd place (22/25) * Hem Chandra Jain * Himanshu Gupta * K. Vijay Kumar 2nd place (24/25) - Silver Medal * Preeti Ranjan Panda * Pavan Jha and Vinay Jain * Shalini Razdan and Ketan Dholakia * Ikram A. Khan * Snehal B. Oza 1st place (25/25) - Gold Medal * Ashok Dhareshwar * Neeraj Malhotra and Prince Kohli * Neha Desai and Vandana Vidwans * Surajit Bose * Afzal A. Khan * Chetan Vinchhi * Sarita Lall and Shalini Singh * Balaji and Malini RESULTS - FANATIC SECTION ------------------------- 6th place (6/11) * Chetan Vinchhi * Preeti Ranjan Panda 5th place (7/11) * Radha and Abhay Phadnis * Hem Chandra Jain * Himanshu Gupta 4th place (8/11) * Renu Thamma and Neeraj Deshmukh * Vijay Kumar * Sarita Lall and Shalini Singh 3rd place (9/11) * Afzal A. Khan 2nd place (10/11) * Snehal B. Oza * Shalini Razdan and Ketan Dholakia * Balaji and Malini 1st place (11/11) * Ashok Dhareshwar * Neeraj Malhotra and Prince Kohli * Neha Desai and Vandana Vidwans * Surajit Bose Congratulations to all winners, and once again, thanks everyone for your participation. Kalyan Vish