Posted by: Pankha Road se Pintu Diwana Subject: RJGK 41 -- The Answers Posting Date: Wed, 28 Jan 1998 22:50:18 -0500 ---------------------------------------------------------------------------- RJGK 41 Results ---------------------------------------------------------------------------- And here are the answers to the RJGK 41 quiz. Thanks to Balaji, whose entry was so well formated, that I merely modified it as necessary to make this final document. Entries were received from the following (in order of receipt): 1. Vijay 2. Nita Awatramani 3. Archana kapur 4. Shyamali Sinha 5. Ushnish Basu 6. Hemlata Khemani 7. Sandeep Jindal (Japan) 8. Ambrish 9. Snehal Oza 10. Rajesh Munshi 11. Arunabha S Roy 12. Ankur Rastogi 13. Namrata Verma 14. Sami 15. Shalini Razdan & Ketan Dholakia 16. Mohan Rathore 17. Shalini Singh (Australia!) 18. Kuntal Shah 19. Anil Hingorani 20. Pavan & Vinay (From Jaipur) 21. Anand Tewari (non-competetive entry) 22. Roomi Sinha 23. Balaji Murthy 24. Madhu Sudan Surprisingly, quite a few regulars were missing, like Guri, Ashok, Ikram, UVR, Pradeep Dubey, Vandana, Renu Thamma, Neeraj Deshmukh, Prince, Satish, Nuts(Where is he?), ... I am relieved that the quiz is over, but it is sad that the newsgroup is turning to be an "ujaD.aa huaa shahar", or is it just the theme of the quiz? Whatever it is, doesn't look like good signs for RMIM! While the old regulars are either busy or unavailable, there has been a surprising number of new faces! Maybe it was due to the new songs included in the quiz. Even more surprisingly, many of these new participants have good knowledge of the OLD songs as well! Welcome to the RMIM and RJGKs !! Results to be posted shortly. -- Pintu. ===================================================================== R J G K -- 4 1 -- F R O M L O V E T O L U S T The Art of Seduction and Other Stories by Pankha Road se Pintu Diwana ===================================================================== The Answers ===================================================================== 1. CLUE: F: resham kaa lahaN.gaa meraa, resham kaa lahaN.gaa lahaN.gaa hai mahaN.gaa meraa, lahaN.gaa hai mahaN.gaa lahaN.gaa uThaa ke chalooN. ghooN.ghaT giraa ke chalooN. kyaa kyaa bachaa ke chalooN. Song : cholee ke peechhe kyaa hai, cholee ke peechhe Stars : Madhuri, Sanjay Dutt Singers : Ila Arun, Alka Yagnik Music : Lakshmikant Pyarelal Lyrics : Anand Bakhshi Film : khalanaayak [NEW] ========================================================================= 2. CLUE: F: rangeeN. hai mausam M: tere dam kee~ bahaar hai~~~ F: phir bhee hai kuchh kam M: bas teraa~ intazaa~r hai Song : aaN.khoN. meN. kyaa jee, rupahalaa baadal baadal meN. kyaa jee, kisee kaa aaN.chal aaN.chal meN. kyaa jee, ajab see halchal Stars : Dev, Kalpana Singers : Kishore, Asha Music : SDB Lyrics : Majrooh Film : nau do gyaarah [OLD] ========================================================================= 3. CLUE: F: mere rang rangeele WAA WAAH, mere nain kaTeele, WAA WAAH choo ke dekh zaraa deewaane mere hoTh raseele G: e~~ haa aaaa haa, HAAN.~~~~~~ F: maiN. hooN. abhee kuN.vaaree WAA WAAH, lagatee sabako pyaaree WAA WAAH meree ek adaa pe dekho mar gayee duniyaa saaree Song : kaale kaale baal, gaal gore gore, are ore ore yooN. naa mujh pe Daal Daal, Dore Dore meree bahakee chaal, kar gayee aisaa kamaal mar gaye chhore chhore, AAAAAAAA Stars : Raveena, Sunny Singers : Swathi Shetty Music : Dilip Sen, Sameer Sen Lyrics : Sameer?? Film : ziddii [NEW] ========================================================================= 4. CLUE: F: suniye~~~ to zaraa jo haqeeqat hai kahate haiN. ham khulate~~~ rukate in rangeeN. laboN. kee qasam m~m~m~m Song : ye hai reshamee zulfoN. kaa aN.dheraa na ghabaraa_iye Stars : Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz Singers : Asha Music : OPN Lyrics : Majrooh Film : mere sanam [OLD] ========================================================================= 5. CLUE: mere aage peeche sikaariyoN. ke ghere, tutut tutut, tutut tutoo~ baiThe wahaaN. saare jawaanee ke luTere haaree maiN. haaree pukaa~~~~r ke yahaaN. vahaaN. dekhee nihaar ke~~~ Song : aTharaa baras kee kuN.vaaree kalee thee ghooN.ghaT meN. mukhaD.aa chhupaa ke chalee thee phaN.see Doree, phaN.see Doree chane ke khet meN. huee choree chane ke khet meN. Stars : Shah Rukh Khan, Madhuri Singers : Alka Yagnik Music : Anand Milind Lyrics : Sameer Film : a.njaam [NEW] ========================================================================= 6. CLUE: F: Daalee Daalee phirate haiN. harajaayee - 2 lobhee bhaN.varoN. ne kab preet nibhaayee yooN. hee sab karate haiN. bahaanaa ... Song : de bhee chuke ham dil nazaraanaa dil kaa Stars : Dev, Geeta Singers : Geeta Dutt, Kishore Kumar Music : SDB Lyrics : Sahir Film : jaal [OLD] ========================================================================= 7. CLUE: M: kyooN. bhalaa, ham DareN., dilke maa~~~~lik haiN. ham har janam, meN. tujhe, apanaa maa~~~~naa sanam -2 Song : aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par, achchhaa? sab ko maalum hai aur sabako khabar ho gayee, to kyaa! Stars : Rajshree, Shammi Kapoor Singers : Rafi, Suman Music : SJ Lyrics : Shailendra Film : brahmachaarii [OLD] ========================================================================= 8. CLUE: F: dil karataa hai pyaa~~r ke sajade aur maiN. bhee unake saa~~~~~th chaaN.d ko chandaa roj hee dekhe meree~~~ pahalee raat ho~~ Song : dam bhar jo udhar muN.h phere, o chandaa maiN. unse pyaar kar looN.gee, nazareN. do chaar kar looNgee Stars : Raj Kapoor, Nargis Singers : Lata, Mukesh Music : SJ Lyrics : Shailendra Film : aawaaraa [OLD] ========================================================================= 9. CLUE: chalo khat likheN. jee meN. aataa to hogaa magar uN.galiyaaN. kaN.kaN.paatee to hoN.gee kalam haath se chhooT jaataa to hogaa umaN.geN. kalam phir uThaatee to hoN.gee meraa naam apanee kitaaboN. pe likh kar vo daaN.toN. meN. ungalee dabaatee to hogee Song : kaheen. ek maasoom, naazuk see laD.akee bahut khoobasoorat, magar saaN.walee see Stars : Madhuchanda, Kanwaljeet Singers : Rafi Music : Khayyam Lyrics : Kamal Amrohi Film : sha.nkar hussain [OLD] ========================================================================= 10. CLUE: ... naachataa mor, jaise resham kee Dor, jaise pariyoN. kaa raag, jaise sandal kee aag, jaise ... Song : ik laD.akee ko dekhaa to aisaa lagaa Stars : Anil Kapoor, Manisha Koirala Singers : Kumar Sanu Music : RDB Lyrics : Javed Akhtar Film : 1942, a Love Story [NEW] ========================================================================= 11. CLUE: F: mat teer nazar ke maar maar - 2 ye choT lagegee aar paar aasaaN.~~~~~~~~ aasaan samajh mat yaar yaar ye pyaar baDaa. hai sakhta sakhta Song : too cheez baD.ee hai mast mast naheeN. tujhako koi hosh hosh us par joban kaa josh josh naheeN. teraa~~~~ naheeN. teraa koi dosh dosh madahosh hai too har waqt waqt Stars : Raveena Tandon, Akshay Kumar Singers : Udit, Kavita Music : Viju Shah Lyrics : Anand Bakshi Film : moharaa [NEW] ========================================================================= 12. CLUE: duniyaa chale udhar hee, jidhar ye nigaah ghoome shabanam ko dekh lo gar, banakar sharaab jhoome nashaa hee nashaa ho kyaa ho tum Song : tumhe jo bhee dekh legaa, kisee kaa na ho sakegaa paree ho balaa ho kyaa ho tum Stars : Biswajeet, Waheeda, Naaz Singers : HemantK Music : Kalyanji Anandji Lyrics : Indivar Film : majabuur [OLD] ========================================================================= 13. CLUE: pyaase pyaase in mere laboN. ke liye tere hoThoN. ne hazaar vaade kiye bhoolane vaale koee jiye to kaise jiye, are haaN. are haaN. are haaaaaN. are naa naa naa naa naa Song : piyaa tuu ab to aajaa Stars : Jeetendra, Asha Parekh Singers : Asha, RDB Music : RDB Lyrics : Majrooh Film : kaaravaa.n [MEDIUM] ========================================================================= 14. CLUE: kaheeN. aisaa na ho paaoN. mere tharraa jaaeN. aur teree maramaree baahoN. kaa sahaaraa na mile ashk bahate rahe khamosh siyaah raatoN. meN. aur tere reshamee aaN.chal kaa kinaaraa na mile Song : pyaar par bas to naheeN. meraa lekin phir bhee too bataa de ke tujhe pyaar karooN. yaa naa karooN. Stars : Nutan, Talat Singers : Asha Music : OPN Lyrics : Sahir Film : sone kii chi.Diyaa [OLD] ========================================================================= 15. CLUE: M: taubaa meree taubaa mushkil thaa ik to pahale hee dil kaa bahalanaa aafat phir usape laT meN. tumhaaraa mukhaD.aa chhupaa ke chalanaa Song : palakoN. ke peechhe se kyaa tumane kah Daalaa phir se to pharamaanaa o~~ nainoN. ne sapanoN. kee mahafil sajaayee hai tum bhee zaroor aanaa Stars : Rajendra Kumar, Sharmila Singers : Rafi, Lata Music : SDB Lyrics : Majrooh Film : talaash [OLD] ========================================================================= 16. CLUE: maiN. imporTeD aashiq hooN. baT yoo maai lav kyaa jaane lanDan se amarikaa tak mere kitane divaane ai kam inDiyaa phor yoo Daarling too maane yaa na maane o Dee Dee Deeyar, kam nee nee neayar, no phee phee phee phee phee phee pheeyar Song : aaN.kh maare, o laD.akaa aaN.kh maare, seeTee bajaa_e Stars : Chandrachur Singh, Sushmita Sen Singers : Kavita, Kumar Sanu Music : Viju Shah Lyrics : Anand Bakshi Film : tere mere sapane [NEW] ========================================================================= 17. CLUE: hmmmm saawan kaa, pahalaa baadal, uskaa kaajal ban jaaye mauj uThe saagar meN. jaise, aise kadam uThaaye rab ne jaane kis miTTee se usake ang banaaye chham se kaash kaheeN. se mere saamane vo aa jaaye (nice violin string plucks during the last line) Song : bholee see soorat, aaN.khoN. meN. mastee, aay haay bholee see soorat, aaN.khoN. meN. mastee, door khaD.ee sharamaaye, aay haaye Stars : Shah Rukh Khan, Madhuri Dikshit, Karishma Kapoor Singers : Lata, Udit Narayan Music : Uttam Singh Lyrics : Anand Bakhshi Film : dil to paagal hai ========================================================================= 18. CLUE: M: aaN.ch dene lagaa kadamoN. ke tale barf kaa farsh aaj jaanaa ke muhobbat meN. hai garmee kitanee sangemarmar kee tarah sakht badan meN. tere aa gayee hai mere choo lene se narmee kitanee Song: maiN. ne ek Khwaab saa dekhaa hai, kaho sun ke sharamaa to na jaaogee, naheeN., tum se naheeN. Costars: Sunil Dutt, Raj Kumar, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Sadhana Singers: Asha, Mahendra Kapoor Lyrics: Sahir Music: Ravi Film: waqt [OLD] ========================================================================= 19. CLUE: do jaan haiN. ham aise mile, ek hee ho jaayeN. DhooN.Dhaa kare duniyaa hameN., ham pyaar meN. kho jaaye bechain bahaaroN. ko gulzaar ham kareN. ... Song : aa neel gagan tale pyaar ham kareN. hilamil ke is pyaar kaa iqaraar ham kareN. Stars : Pradeep Kumar, Mala Sinha, Usha Kiron Singers : Lata, Hemant Kumar Music : Shankar Jaikishan Lyrics : Hasrat Film : baadashaah [OLD] ========================================================================= 20. CLUE: baalaa moraa baalepan kaa ho gayee re jaaN. kee choree o chhailaa toraa manavaa mailaa laagee najaiyaa toree, balam ... Song : DhooN.Dho DhooN.Dho re saajanaa, DhooN.Dho more kaan kaa baalaa Stars : Dilip Kumar, Vyjayanthimala Singers : Lata, Rafi Music : Naushad Lyrics : Shakeel Badayuni Film : ga.nga jamunaa [OLD] ========================================================================= 21. CLUE: M: aaj, tum kyoon maun ho kuch, aaj mukh se bol do aaj apanee, chiraljeevee laaj ke paT khol do F: oo~~~~ mook kaliyoN se suno kuch pranaya ki paagal kahaane mad bharee geelee havaa se baat kar lo kuchh suhaanee M: band kar palakeN kisi kaa aaj man man dhyaan kar lo Song : aaj madhuvaataas Dole, madhurimaa se praaN bhar lo Stars : V.Shantaram, Sandhya, Rajshree Singers : Lata, Mahendra Kapoor Music : C.Ramachandra Lyrics : Bharat Vyas Film : strii [OLD] Dushyant: hey surya bhagavaan ham apane isht devata surya bhagaban ko sakhshi rakh gandharva vivah kar tumhe apane patne ke rup men svikar karate hain cuckoo lots of them aa ~~~ aa~~~ aahaaahaaa aahaah ~~~ shehanai tune luaghter in the background of both of them the music remains as soft as ever M: aaj madhubaataas Dole madhurimaa se praaN bhar lo~~ F: chaaN.d ko chup chaap nirakho chaaN.danee meN. snaan kar lo F: ye chamelee kee sugandhit raat madhu muskaa rahee -2 jhinguroN ki deemkhe? jhankar par kuch gaa rahee M: chachahate vihag bhole kis disha meN. kho gaye maun hai prakritit jagat ke sakal praaNee so gaye maiN kahoon kuch kaan me tum jaan kar anjaan kar lo F: chaand ko chup .. B: aaj madhuvaataas Dole M: aaj tum kyoon maun ho kuch aaj mukh se bol do aaj apani chiraljivi laaj ke paT khol do F: oo~~~~ F: mook kaliyoN se suno kuch pranaya ki paagal kahaane mad bharee geelee havaa se baat kar lo kuchh suhaanee M:: band kar palakeN kisi kaa aaj man man dhyaan kar lo F: chaaNd ko .... B: aaj madhubaataas Dole ========================================================================= 22. CLUE: naye naye do nain mile haiN. nayee mulaaqaat hai milate hee kyooN. rooTh gaye jee ye bhee koi baat hai Song : ye lo maiN. haaree piyaa, hu_ee teree jeet re Stars : Guru Dutt, Shyama, Shakila Singers : Geeta Dutt Music : O.P.Nayyar Lyrics : Majrooh Film : aar paar [OLD] ========================================================================= 23. CLUE: sajaaooN.gaa luT kar bhee tere badan kee Daalee ko lahoo jigar kaa dooN.gaa haseeN. laboN. kee laalee ko Song : churaa liyaa hai, tumane jo dil ko Stars : Dharmendra, Zeenat, Tariq Singers : Rafi, Asha Music : R.D.Burman Lyrics : Majrooh Film : yaado.n kii baaraat [MEDIUM] ========================================================================= 24. CLUE: aapakaa husn vo shabanam hai jo sholoN. meN. pale garm khushaboo-oN. meN., tapate huve rangoN. meN. Dhale kis kaa dil hai jo sambhaale se sambhal .... Song : aapake paas jo aa_egaa pighal jaa_egaa is haraarat se jo ulajhegaa vo jal jaa_egaa Stars : Raaj Kumar, Meena Kumari, Dharmendra, Padmini Singers : Mahendra Kapoor Music : Ravi Lyrics : Sahir Film : kaajal [OLD] ========================================================================= 25. CLUE: ham nashe meN. haiN. sambhaalo hameN. tum neeN.d aatee hai jagaa lo hameN. tum Song : chalo diladaar chalo, chaa.Nd ke paar chalo Stars : Raaj Kumar, Meena Kumari Singers : Lata, Rafi Music : Ghulam Mohammad Lyrics : Asad Bhopali Film : paakiizaa [OLD] ========================================================================= 26. CLUE: M: too naach ke jis pal laharaaye bijalee kee adaa bhee sharamaye -2 F: too jhoom ke jis dam muskaaye kaliyoN. ko paseenaa aa jaaye - 2 Song : too roop kee raanee, maiN. choroN. kaa raajaa ho teraa meraa pyaar niraalaa bas ek nazar aur ik muskaan meN. jaane toone kyaa kar Daall Stars : Dev Anand, Waheeda Singers : Talat, Lata Music : Shankar Jaikishan Lyrics : Hasrat Film : roop kii raani, choro.n kaa raajaa [OLD] ========================================================================= Posted by: Pankha Road se Pintu Diwana Subject: RJGK 41 -- Results Posting Date: 4 Feb 98 06:38:47 GMT Hi All, Sorry for the delay in the posting of the results. With only a few days between the deadline and before I land on pyaaraa Hindustan, the excitement of the shopping, frantic phone calls to family and friends, schedule shuffling with boss at home and office, it got delayed a bit. Over all, we had 24 entries, Only three were team entries. Renu Thamma and Neeraj Deskmukh had their entry a little after the deadline, but before the results were posted. They were just one point short of the Bronze! So, officially the entry count has reached quarter century :-)) The popularity index (including Renu+Neeraj's entry) of the songs is as follows: Song No. # of Corrects 1 25 2 25 3 19 4 25 5 24 6 13 7 25 8 23 9 23 10 24 11 25 12 23 13 22 14 21 15 23 16 20 17 16 18 8 19 20 20 23 21 7 22 24 23 25 24 18 25 25 26 21 Most populars: 1, 2, 4, 7, 11, 23 Least Popular: 21, 18, 17, 24, 19 There are three entries for the Bronze: 24 Ankur Rastogi 24 Sandeep Jindal (Japan) 24 Vijay Five for the Silver: 25 Archana kapur 25 Rajesh Munshi 25 Shalini Razdan & Ketan Dholakia 25 Shyamali Sinha 25 Ushnish Basu and 3 way tie for the Gold!! 26 Ambrish 26 Anil Hingorani 26 Balaji and Malini Congratulations, one and all! I am really sorry for this small abridged version, I had planned to include all the comments, and answers questions raised by people, but I guess, keeping this short will be in good taste after the long quiz itself! -- Pintu.