Posted by: Shalini-Sarita@viman.engr.sgi.com (rjgk46@yahoo.com) Subject: RJGK 46: Saare Jahan Se Acha Hindusitaan Hamara(Result-Long) Posting Date: 11 Oct 1998 21:36:30 -0700 Hi Folks, Here is the not much awaited RJGK 46 results. As there was not much participation, the awards category is not as broad as posted firstly. This timely quiz would not be made possible without help of Ikram Khan. He gave us the slot to host the quiz at the appropriate time period. Thanks to all for participation and comments. Cheers, Shalini-Sarita ========================================================================== The participants: Competitive: ------------ 1. Ikram Khan & Kalyan Kolchala 2. Prince Kohli & Neeraj Malhotra 3. K Vijay Kumar 4. Vandana Vidwans & Neha Desai 5. Tabassum Hijazi 6. Ankur Rastogi 7. Amol, Hema & Arunabha(AHA team) 8. Archana Kapur & Pankaj Katoch 9. Snehal B Oza 10. Mala Acharya & Pankaj Dobhal Non-Competitive: ---------------- 1. Harish Suvarna 2. Sami Mohammad 3. Nischint Bhatnagar ----------------------------------------------------------------------- General Comment =============== Snehal: Your RJGK and songs that you have selected have evoked lots of childhood memories. Those parades at school grounds, all these songs playing a loud on public announcement systems, "dhwaj va.nDan", my anger noticing all those people not respecting "rAshhtra-dhwaj" & "rAshhtra-geeT"; I couldn't help but see them talking-walking etc. Isn't it our pity that so many people don't find it necessary to pay tribute to their Nation and her brave sons ?! To this moment it pains to think about all that. Why is that many of our brathern show indifference towards our own Motherland ? But then all is forgotten with time and seeing THE "Tiran.gA' flying high, fluttering with wind of August! And comes the "gha.nt nAD" from a "shivAlay" bringing the message that 'Yes we are THE blessed !'. I can't help but take a note that it's invariably 'paviTra srAvaN' month of our calender on our Independence Day! It's still heartening to note that even today 'Nanha Munha Rahi Hun' can bring glitter and smile in eyes of any kid! Isn't it good ? Yes, I stay contented that we _have_ future; I mean when Allama Iqbal wrote: (Sorry for using your own text) Yunan, Misr, Romaan, Sab Mit Gaye Jahaan Se Ab Tak Magar Hai Baaki, Naam-O-Nishaan Hamara Ikram: Very long quiz. RJGKs seem to be making a habit of these 35+ clues. :) The hosts must be commended for covering a fairly large time period for their song selection. I am looking forward to the answers section. Perhaps I'll find a few more songs that I can like in this category. Kalyan: I too feel the quiz was long (so what if the last quiz had 36 clues :)). While I liked the quiz and the coverage I am generally against one line song extracts. Also info on composer, singer etc was missing in most clues making the quiz all the more difficult. I am not very fond of patriotic songs in Hindi films. Most of them tend to be noisy affairs, particularly after Mahendra Kapoor became the torch bearer for this genre. With our last-minute entry we certainly won't qualify for the Bhushan, Vibhushan awards. Maybe we should get the Shaheed award for preferring martyrdom to non-participation :) Hope you had a nice turnout. Neeraj & Prince: The quiz was excellent with a very appropriate and timely theme. The songs chosen were nice in the sense that they engender the "proper" emotions when one remembers them, and I guess that was the whole point. Vijay: This is a really pernicious disease which is spreading...started with Himanshu's quiz and now yours. This half lines and half stanzas, with little or no p-stat clues, even the clues are half-sentances. Makes life very tough and not much fun if you do not really feel motivated to search (because there is no place to start the search) sorry to sound so harsh. I chanced upon your Show Theme 10 recently..that is pretty elaborate and liberal in its clueing. So why this unbecoming reticence? Neha: You clueing could have been better. You hardly gave any hints(one liners like 'feeling homesick is a relation of...' doesnt tell me anything at all about the song) compounded with the fact that at times we didnt know if the song is filmi or non-filmi. RMIM has many desh-bhakts, if they dont participate, it must tell you something about the quality of the quiz. I liked the song selection and the theme though. Tabassum: Nice way of RMIMer celebrating independence day. I was quite happy to see the subject of RJGK46 and was quite sure that I will be able to attempt it fully but sorry to say quiz is difficult. 60% of songs are popular enough but rest 40% are very difficult to guess and in those cases even sub-clue didnt help. Inspite of being difficult I enjoyed solving it, humming those songs and memorizing DD's special chitarhars on 15th Aug. Ankur: This time it was a tough one!! but anyway I enjoyed trying it. Hema: The quiz seemed a bit too long to me. However the clues were short, so that was good. Overall, it was a difficult quiz, but then I don't claim to be good at listening to and remembering these songs. :) HOST>> Seems to be the only supporter of short clues. > Example: > yeh baag hai gautam nanak ka > khilte hai aman ke phool yahan > Praise of our land... > > Song: mere desh ki dharti sona ugle ugle heere moti > Film: Upkaar Ikram: Thanks for getting this hoary MKaps song out of the way. The one thing I abso abhor about patriotic songs is when it is sung by MKaps. :( The comments are marked with the name our comments are marked with HOST>. ******************************************************** Firstly the praise of our land and ourselves godii mein khelatii hain, jisake hazaaron nadiyaan gulashan hai jisake dam se, rashk-e-jinaan hamaaraa ******************************************************** 1. Ye dharatii vo jahaan rishhi muni japate prabhu naam kii maalaa jahaan har baalak ek mohan hai aur raadhaa har ek baalaa Alas my bird of gold! jahaa.N Daal-Daal par sone kii chi.Diyaa.n karatii hai baseraa vo bhaarat desh hai meraa jahaa.N satya, ahi.nsaa aur dharm kaa pag-pag lagataa Deraa vo bhaarat desh hai meraa Film : Sikandar-e-Aazam Singer : Mohammad Rafi Music Director : Hansraj Bahal Lyricist : Rajinder Krishan Kalyan> Rafi is really good in this song as are the lyrics. Tabassum> Who else can sing patriotic song with such deep emotion, good start. ---------------------------------------------------------------------------- 2. Jo jisase milaa sikhaa hamane gairon ko bhii apanaayaa hamane chora ganga kinare waala?? hoTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahaa.n dil me.n safaaii rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai Film : Jis Desh Mein Ganga Behti Hai Singer : Mukesh Music Director : Shankar-Jaikisan Lyricist : Shailendra Ikram> I bet this isn't the Prez's favorite song. :) Tabassum> Can we sing this now ? Rajkapoor himself realize the truth of today and changed this to "Ram teri ganga meli ho gai.." ---------------------------------------------------------------------------- 3. Dilabar ke liye diladaar hain ham dushman ke liye talavaar hain ham With this challenge we start the new era. ye desh hai viir javaano.n kaa alabelo.n kaa mastaano.n kaa is desh kaa yaaro.n ... hoy!! is desh kaa yaaro.n kyaa kahanaa ye desh hai duniyaa kaa gahanaa Movie Name : Naya Daur Singer : Mohammad Rafi Music Director : Onkar Prasad Nayyar Lyricist : Sahir Ludhianvi ---------------------------------------------------------------------------- 4. Kuud padii thii yahaan hazaaron padminiyan angaroon pe This land is made up of lot sacifices... aao bachcho.n tumhe.n dikhaae.n jhaa.Nkii hi.ndustaan kii is miTTii se tilak karo ye dharatii hai balidaan kii va.nde maataram ... Film : Jaagriti Singer : Pradeep Music Director : Hemant Kumar Lyricist : Pradeep ---------------------------------------------------------------------------- 5. Kuchh aur na aataa ho hamako hamen pyaar nibhaanaa aataa hai East aur west, India is the best hai priit jahaa.N kii riit sadA mai.n giit vahaa.n ke gAtaa huu.n bhaarat kA rahane vaalaa huu.n bhaarat kii baat sunaataa huu.n Film : Poorab Aur Paschim Singer : Mahendra Kapoor Music Director : Kalyanji-Anandji Lyricist : Indeevar Tabassum> Beautiful song ( minus MK). I love the lines "itanaa aadar insaan to kya patthar bhI puje jaateN hai " ---------------------------------------------------------------------------- 6. Kahan re himaala aisa kahan aisa paani yehi woh zamee~~n jiski duniya deewani sundaari na aisi koi jaisi dharti hamari Sounds romantic, ye we are the worshipper of love... Prem ke pujaarii ham hai ras ke bhikhaarii ham hai prem ke pujaarii Film : Prem Pujari Singer : Sachin Dev Burman Music Director : Sachin Dev Burman Lyricist : Neeraj ---------------------------------------------------------------------------- 7. Tumhi vidyaa tumhi dharma, tumhi hridiya tumhi marma Salutaion to motherland!!!!! vande maataram.h sujalaa.n suphalaa.n malayajashiitalaam.h shasya shyaamalaa.n maatara.n . shubhra jyotsna pulakita yaaminiim phulla kusumita drumadalashobhiniim.h, suhaasinii.n sumadhura bhaashhiNiim.h . sukhadaa.n varadaa.n maataram.h .. vande maataram.h Film : Anand Math Singer : Lata Mangeshkar Music Director : Hemant Kumar Lyricist : Bankimchandra ---------------------------------------------------------------------------- 8. yeh saari duniya apne apne geeton ko gaaye geet woh gaao jisse is mitti ki khusboo aaye There is no other place in this world like our own INDIA... Londan dekha, paris dekha, aur dekha japan michael dekha, elvis dekha, sab dekha meri jaan saare jag mein kahin nahin hai dusara hindustaan dusara hindustaan, dusara hindustaa~~~n Yeh duniya ek dulhan, dulhan ke maathe ki bindiyaa Yeh mera INDIA, I LOVE my INDIA Film : Pardes Singer : Kavita Krishanamurthy, Hariharan, Shanker Mahadevan, Aditya Narayan Music Director : Nadeem Shravan Lyricist : Anand Bakshi ******************************************************** The country is safe when its protected and secured Parvat ho sabase uunchaa, hamasaayaa aasamaan kaa vo santarii hamaaraa, vo paasavaan hamaaraa" ******************************************************** 9. keh do dushman ki nazar udhe na is taraf keh do ki hum betaar hai keh do hum tayyar hai Show them we are all one... Awaaz do hum ek hai hum ek hai Film : None Singer : Mohd. Rafi Music Director : Lyricist : Sahir ---------------------------------------------------------------------------- 10. lakh fauje lekar aman ka dushman koi ruk nahin sakta hamari ekta ke samaane Our freedom is too precious to lose... apanii aazaadii ko ham haragiz miTaa sakate nahii.n sar kaTaa sakate hai.n lekin sar jhukaa sakate nahii.n Film : Leader Singer : Mohammad Rafi Music Director : Naushad Lyricist : Shakeel ---------------------------------------------------------------------------- 11. Bhent apane saroon kii chadhaa jaayenge Only the basanti clad can do it... tuu nA ronA, ke tU hai bhagat si.nh kii maa.N mar ke bhI laal terA maregaa nahii.n Dolii cha.Dhake to laate hai dulhan sabhii ha.Nsake har koI phaa.Nsii cha.Dhegaa nahii.n jalate bhii gaye kahate bhii gaye aazaadii ke paravaane jiinaa to usiikaa jiinaa hai jo maranaa desh par jaane jab shahiido.n kii Dolii uThe dhuum se deshavaalo.n tum aa.Nsuu bahaanaa nahii.n par manaao jab aazaad bhaarat kA din us gha.Dii tum hame.n bhuul jaanaa nahii.n ai vatan ai vatan hamako terii qasam terii rAho.n mai.n jaa.n tak luTaa jaaye.nge phuul kyaa chiiz hai tere kadamo.n pe ham bhe.nT apane saro.n kii cha.Dhaa jaaye.nge ai vatan ai vatan Film : Sardar Bhagat Singh Singer : Mohammad Rafi Music Director : Lyricist : ---------------------------------------------------------------------------- 12. andha beta yudh chala jo pe naa jaa na ja uski maa boli woh bola kam kar saqta hoon main bhi dushman ki ek goli Don't stop anyone its a call to each and every brave at the time of attack... dekho veer jawaano apne khoon pe ilzaam na aaye maa ye na kahe ki beta waqt pada tum kaam na aaye Film : Aakraman Singer : Kishore Kumar Music Director : Lakshmikant-Pyaarelal Lyricist : Anand Bakshi ---------------------------------------------------------------------------- 13. Kheench do apane khoon se zameen par lakeer is taraf aane paaye na raavan koii Truth of border security... kar chale ham fidaa jaan-o-tan saathiyo.n ab tumhaare havaale vatan saathiyo.n Film : Haqeekat Singer : Mohammad Rafi Music Director : Madan Mohan Lyricist : Kaifi Azmi ---------------------------------------------------------------------------- 14. Pahaad tak bhii kaanpane lage tere junoon se too aasamaan pe inqalaab likh de apane khoon se Call to all martyrs... vatan kii raah me.n vatan ke naujavaa.n shahiid ho pukaarate hai.n ye zamiin-o-aasamaa.n shahiid ho Film : Shaheed Singer(s) : Mohammad Rafi, Mastan Music Director : Ghulam Haider Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan ************************************************************** But before protecting from outer sources we should be integrated and united amongst ourselves "Majahab nahiin sikhaataa, aapas men bair rakhanaa hindii hain ham vatan hain, hindostaan hamaaraa" ************************************************************** 15. aassam se gujraat tak bangaal se maharashtra tak jaati kai guun ek hai bhasha kai suur ek hai India is like bunch of different roses with lot of thorns may be... bhaarat hamako jaan se pyaaraa hai sabase nyaaraa gulistaa.n hamaaraa hai sadiyo.n se bhaarat bhuumi duniyaa kii shaan hai bhaarat maa.n kii rakshaa me.n jiivan qurbaan hai bhaarat hamako jaan se ... Film : Roja Singer : Hariharan Music Director : A R Rahman Lyricist : ---------------------------------------------------------------------------- 16. Dekho ye dharatii ham sab kii maataa hai socho aapas mein kyaa apanaa naataa hai You are all lovers of one country... nafarat kii laaThii to.Do, laalach kaa kha.njar phe.nko zid ke piichhe mat dau.Do, tum prem ke pa.nchhii ho desh premiyo.n, aapas me.n prem karo desh premiyo.n ... Film : Desh Premee Singer : Mohd. Rafi Music Director : ?? Lyricist : ?? ---------------------------------------------------------------------------- 17. Wohi hain jaan wohi hai tan kahaan talak chuupaooge(2) pehaan ke reshaa~~mi libaas tum badal na jaoge ki ek jaat he sabhi(2) to baat hai ajeeb kya We are all made up of same soil so why this discrimination.... baane ho ek khaak se to door kya kareeb kya lahoo ka rang ek hai to ameer kya gareeb kya Film : Aarti Singer : Lata Mangeshkar Music Director : Roshan Lyricist : Majrooh Sultanpuri ---------------------------------------------------------------------------- 18. Kudarat ne to banai thi ek hi duniya hamane use hindu aur musalaman banaya You will be the messenger of peace for everybody... tuu hindU banegA nA musalamAn banegaa insaan kI aulAd hai insaan banega Film : Dhool Ka Phool Singer : Mohammad Rafi Music Director : N. Datta Lyricist : Sahir Ludhianvi Kalyan: Anupam Kher did a parody of this song in one of the Amitabh shows. When his son comes asks him what he'll become, he replies: "Tu hindu banega na muslamaan banegaganje ki aulad hai, ganja hi banega" ---------------------------------------------------------------------------- 19. Ram ke bhakt raheem ke bande rachte aaj fareb ke fande kitne yeh makkar yeh andhe dekh liye inke bhi dhande Why everydody has changed... dekh tere sa.nsaar kii haalat kyaa ho ga_ii bhagavaan kitanaa badal gayaa inasaan kitanaa badal gayaa inasaan suuraj na badalaa chaa.nd na badalaa naa badalaa re aasamaan kitanaa badal gayaa inasaan kitanaa badal gayaa inasaan Film : Nastik Singer : Pradeep Music Director : Chitalkar Ramchandra Lyricist : Pradeep Hema> Is this a patriotic song? HOST> Truly speaking the song cannot be classified as patriotic song BUT it does fall in the category of this sub-section of the quiz which deals with communal harmony and the song captures the essence of the problem which causes diruption in this harmony. ---------------------------------------------------------------------------- 20. Kis ke sar ilzam dhare hum aaj kahan fariyaad karen hum karte he jo aaj ladai sab ke sab he apne hi bhai Where is the old love of this today's man... aaj ke insaan ko yeh kya ho gayaa, iska puraana pyar kahan pe kho gaya kaisi yeh manhoos ghadi hai, bhaiyo mein jang chidhi hai sab ka mathaa aaj jhuka hai, azaadi ka juluus ruka hai Film : Amar Rahe Pyaar Singer : Pradeep Music Director : Chitalkar Ramchandra Lyricist : Pradeep ---------------------------------------------------------------------------- 21. loot rahe hain desh ki daulat lobhi rishwatkhor yahan kaat rahe janta ki zebe watan ke dushman chor yahan ghar ka bhedi lanka dhaye... kahani ek baat hume is desh ke pheredaaro se sambhal ke rahan apne ghar mein chupe huye gaddaro se Film : Talaaq Singer : Manna Dey Music Director : Chitalkar Ramchandra Lyricist : Pradeep ***************************************************** We should all pledge to take our motherland to path of success and progress "Yuunaan, misr, romaa.n, sab miT gae jahaa.N se ab tak magar hai baakii, naam-o-nishaa.n hamaaraa" ***************************************************** 22. Ham ko kitane tajamahal hein aur banaane We Indian can do a lot! chho.Do kal kii baate.n, kal kii baat puraanii nae daur me.n likhe.nge, mil kar na_ii kahaanii ham hi.ndustaanii, ham hi.ndustaanii Film : Hum Hindustani Singer : Mukesh Music Director : Usha Khanna Lyricist : Ikram: Among patriotic songs, I like songs which express a can-do/should-do spirit like the above much more than the 'mera bharat mahaan' type. Probably my favorite song among the patriotic category. It's the sight of the energetic & clean-cut SunilD, people working hard, & Mukesh's voice that makes this song appeal to me. It seems to bring to mind a time, when people were still optimistic about the country's future and articles like "The Ugly Indian" were probably not being written. Kalyan: As I have mentioned umpteen times in RMIM, this song has quite a clips of my hometown Raipur where the AICC annual meeting was held that year. ---------------------------------------------------------------------------- 23. ae watan mehboob mere tujh pe dil qurban hai Ever heard of patritic and romantic song in tandem, do some work... Mera karma tu mera dharma tu... dil diya hai jaan bhi denge aiye watan tere liye Film : Karma Singer : Kavita Krishnamurthy Music Director : Laksmikant-Pyaarelal Lyricist : Anand Bakshi Kalyan: I liked this film. Subhash Ghai was good in those days and did a good job of making an entertaining patriotic film. ---------------------------------------------------------------------------- 24. Phaulaad se banaa hai har naujavan hamaaraa mil-julake is vatan ko aisaa sajaayenge ham hairat se moonh takegaa saaraa jahaan hamaaraa Vashudeva Kutumbham!!!! chiin-o-arab hamaaraa, hindostaa.n hamaaraa rahane ko ghar nahii hai, saaraa jahaa.n hamaaraa chiin-o-arab hamaaraa ... Film : Phir Subah Hogi Singer : Mukesh Music Director : Khaiyyam Lyricist : Sahir Ludhianvi Kalyan: Sahir does an about-turn in this stanza as the optimism in this stanza in in stark contrast to the cynicism of the previous ones. ---------------------------------------------------------------------------- 25. Vishv vijay kar ke dikhalaaye, tab hoye praan puurn hamaaraa On the path of freedom and success, long live the tricolor... vijayii vishava tira.ngaa pyaaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa Film : Aazaadii Ki Raah Par(1948 debutant movie of Sahir) Singer : B.S.Nanji & Chorus Music Director : J.D.Kapur Lyricist : Shyamlal Gupta "Parshad" ---------------------------------------------------------------------------- 26. Insaaniyat ke sar par izzat kaa taaj rakhanaa tan man bhii bhent dekar bhaarat kii laaj rakhanaa Follow the path of justice... insaaf kii Dagar pe, bachcho.n dikhaao chal ke ye desh hai tumhaaraa, netaa tumhii.n ho kal ke Film : Ganga Jamuna Singer : Hemant Kumar Music Director : Naushad Lyricist : Shakeel Badayuni ---------------------------------------------------------------------------- 27. Ab vaqt aa gayaa hai mere hansate hue phuulon uthho chhalaang maar ke aakaash ko chhuu lo Take care of our motherland. ham laaye hai tufaan se kistii nikaalke is desh ko rakhana mere bachcho.n sambhaalke Film : Jagriti Singer : Mohd. Rafi Music Director : C. Ramachandra Lyricist : Pradeep ---------------------------------------------------------------------------- 28. shanti ka unnati ka pyaar ka chaman iske vaaste nisaar hai mera tan mera man There are many heartburns before success... mera desh mera mulq mera ye watan iske waaste nisaar hai mera tan mera man Film : Diljaale Singer : Music Director : Anu Malik Lyricist : Javed Akhthar **************************************************** The country is more missed by people who don't live there(may sound hypocritical but its a bitter truth) "Gurabat men hon agar ham, rahataa hai dil vatan mein samajho vahiin hamen bhii, dil ho jahaan hamaaraa" **************************************************** 29. is shehar se acha he bahut apna woh gao panghat he yahan koi na peepal ki woh chao Feeling homesick, its relation of ... yuu.N nii.nd se vo jaan-e-chaman jaaga uThii hai parades mai.n phir yaad-e-vatan jaag uThii hai Film : Dard ka Rishta Singer : Kishore Kumar Music Director : R. D. Burman Lyricist : Anand Bakshi ---------------------------------------------------------------------------- 30. Aa~~ja umra bahut he chooti apne ghar mein bhi he roti Someone has written to your name... chiTThii aaii hai aaii hai chiTThii aaii hai -2 chiTThii hai vatan se chiTThii aayii hai ba.De dino.n ke baad, ham bevatano.n ko yaad -2 vatan kii miTTii aaii hai, chiTThii aaii hai ... Film : Naam Singer : Pankaj Udhas Music Director : Laxmikant-Pyarelal Lyricist : Anand Bakhshi Kalyan: I have heard that many people (part. NRI's) would cry after listening to this song. As for me, I find Mr Udhas so painful that all his songs make me cry :) Besides with the low rates for international calls, who writes letters anyways? :) ---------------------------------------------------------------------------- 31. Aaj hi aaja gaata hansta tera rasta dekhe rasta Please come back... ghar aaja pardesi tera desh bulaaye Film : Dilwale Dulhaniya Le Jayengey Singer(s) : Pamela Chopra, Manpreet Kaur, chorus Music Director(s) : Jatin-Lalit Lyricist : Anand Bakshi ---------------------------------------------------------------------------- 32. Choom luun main us zubaan ko jis pe aaye tera naam Everything is for you only my beloved country... ai mere pyaare vatan, ai mere bichha.De chaman tujh pe dil qurabaan tuu hii merii aarazuu, tuu hii merii aabaruu tuu hii merii jaan Film : Kabulivala Singer : Manna Dey Music Director : Salil Chaudhari Lyricist : Prem Dhawan Tabassum> Touching & Beautiful Song. ****************************************************** Lest we forget "'iqabaal' koi marahuum, apanaa nahiin jahaan mein maaluum kyaa kisii ko, dard-e-nihaan hamaaraa" ****************************************************** 33. Vo gae ki rah sake swatantrataa swadesh kii vishwa bhar mein maanyataa ho mukti ke sandesh kii Shradhanjali to those immortal warriors(Non-Film) jo samar me.n ho gae amar, mai.n unakii yaad me.n gaa rahii huu.N aaj shradhdhaa.Njalii-giit dhanyavaad me.n Film : non-filmi Singer : Lata Mangeshkar Music Director : Jaidev Lyricist : Pt. Narendra Sharma ---------------------------------------------------------------------------- 34. Tum bhool na jaao unako is liye kahii ye kahaanii O countrymen just remember their sacrifices...(Non-Film) ai mere vatan ke logo.n tum khuub lagaa lo naaraa ye shubh din hai ham sab kaa laharaa lo tira.ngaa pyaaraa par mat bhuulo siimaa par viiro.n ne hai praaN ga.Nvaae kuchh yaad unhe.n bhii kar lo jo lauT ke ghar na aaye Film : Non-film Singer : Lata Mangeshkar Music Director : C Ramchandra Lyricist : Pradeep Snehal> Did this ever fail to touch any Indian ? What lyrics ?! Only Pradeep could imagine that all the fireworks and mithAi at Diwali is due to Holi that our Men play with "goli"! Last but not least (something to ponder...) ******************************************************* 35. Hum apne apne kheto main ghenu ki jagah chawal ki jagah yeh bunduuke kyuun boonte hain jab done hi ki galiyon mein kuch bhuunke baacche rote hein kuch bhuunke baacche rote hain jang to kuch roz ki hoti hai zindagi barso talak chalti hai .... .... mere dushman mere bhai mere humsaaye Film : Border Singer : Hariharan Music Director : Anu Malik Lyricist : Javed Akhtar ============================================================== Third Place(Shree) ------------------ Ikram Khan & Kalyan Kolchala K. Vijay Kumar Vandana Vidwans & Neha Desai Second Place(Bhusan) -------------------- Ankur Rastogi First Place(Vibhusan) --------------------- Prince Kohli & Neeraj Bhatnagar Archana Kapur & Pankaj Katoch