giitaayan An Interface to ISB

simaT ke baa.Nho.N me.n phuulo.n kaa aasmaa.N aaye - Jumbish (1986)  

Lyrics: Salahuddin Parvez | Music: Jaidev | Singer(s): Usha Mangeshkar 
View in Nagari (Hindi)
simaT ke bA.Nho.n meM phUloM kaa AsamA.N Aye-2 duA adhUrI rahe koI meharabA.N Aye-2 simaT ke bA.Nho.n meM phUloM kaa AsamA.N Aye sunAI dil kI hikAyat ke shamA jalatI hai tumhArI A.Nkho.n me.n AhaT hamArI chalatI hai hameM karIb se dekho, hameM karIb se dekho khoye haiM ham badan kee chAhat laharoM pe so gaye hai.n ham (?) ho yA phUl kI ibArat ho-2 hamArA dil ho ke tum dil kii bAdashAhat ho kuchh is tarah se hamaare lahU meM shAmil ho KhudA samAn ho, KhudA, KhudA, KhudA samAn ho phir bhI Khuda se gAfil ho bano jo dard to sArI zamIM tumhArI hai hamAre dil kI abhI tak jagah ye khAlI hai-2 duA adhUrI rahe , duA adhUrI rahe koi meharabA.N Aye simaT ke bA.Nho.n meM phUloM kaa AsamA.N Aye
The song was contributed by Sagar Chand Nahar on 05.07.2013 06:44:54.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.